SEARCH RESULTS
Showing search results for "ijazat"
Nazm MATCHES FOR "ijazat"
Nazm
mohabbat ho gai tum se
tumhe.n ik baat kahnii thii
ijaazat ho to kah duu.n mai.n
Zubair Ali Tabish
Nazm
lenin
ik baat agar mujh ko ijaazat ho to puuchhuu.n
hal kar na sake jis ko hakiimo.n ke maqaalaat
Allama Iqbal
Nazm
naya hukm-nama
havaa.o.n ko ye ijaazat nahii.n hai
ki aa.ndhii kii ijaazat ab nahii.n hai
Javed Akhtar
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
ho ijaazat to ye dil ishq kaa iz.haar kare
ishq insaan ko insaan banaa detaa hai
Shakeel Badayuni
Nazm
ek darKHwast
zindagii ke naam par bas ik inaayat chaahiye
mujh ko in saare jaraa.em kii ijaazat chaahiye
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
rishwat
illa-e-rishvat ko is duniyaa se ruKHsat kiijiye
varna rishvat kii dha.Dalle se ijaazat diijiye
Josh Malihabadi
Nazm
hindi islam
mullaa ko jo hai hind me.n sajde kii ijaazat
naadaa.n ye samajhtaa hai ki islaam hai aazaad
Allama Iqbal
Nazm
KHud se milne ki fursat kise thi
shikasta u.Daano.n ke TuuTe hu.e par sameTuu.ngii
tujh ko badan kii ijaazat se ruKHsat karuu.ngii
Parveen Shakir
Nazm
visal
u.ngliyaa.n barq-zadaa rahtii thii.n jaise us ne
apne ruKHsaaro.n ko chhuune kii ijaazat dii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
sidrat-ul-muntahaa jibriil ijaazat maa.nge
kaun thaa kis ne pukaaraa ki chale bhii aa.o
Adil Mansuri
Nazm
ek nazm bachchon ki taraf se
kisii vaqt chhup kar guzar le.n to aafat
ijaazat kisii se agar le.n to aafat
Asna Badr
Nazm
achanak bhiD ka KHamosh ho jaana
achaanak bhii.D ke KHaamosh ho jaane kaa matlab hai
ijaazat mil ga.ii mujh ko
Shariq Kaifi
Nazm
tumhein maine bataya tha
ijaazat tak nahii.n dii hai
mire TuuTe badan me.n zindagii kaa ek bhii zarra nahii.n baaqii