SEARCH RESULTS
Showing search results for "image"
Nazm MATCHES FOR "image"
Nazm
agar KHuda mil gaya mujhko
na shohrat-o-maqbuuliyat na achchhii image maa.nguu.ngaa
na qarz ke bojh na KHauf na dahshat se
Abu Bakr Abbad
Nazm
KHamushi
ko.ii image kisii baat kaa hasii.n saaya
na.e puraane KHayaalo.n kaa ik achhuutaa mel
Baqar Mehdi
Nazm
shikwa
ishq kaa dil bhii vahii husn kaa jaaduu bhii vahii
ummat-e-ahmad-e-mursil bhii vahii tuu bhii vahii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
masjide.n marsiyaa.n-KHvaa.n hai.n ki namaazii na rahe
yaanii vo sahib-e-ausaaf-e-hijaazii na rahe
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
jigar kii aag nazar kii uma.ng dil kii jalan
kisii pe chaara-e-hijraa.n kaa kuchh asar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere hamdam mere dost!
aamad-e-sub.h ke, mahtaab ke, sayyaaro.n ke giit
tujh se mai.n husn-o-mohabbat kii hikaayaat kahuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
andesha
log zaalim hai.n har ik baat kaa ta.ana de.nge
baato.n baato.n me.n miraa zikr bhii le aa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
sapna aage jata kaise
chhoTaa saa ik gaa.nv thaa jis me.n
diye the kam aur bahut a.ndheraa
Muneer Niyazi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaan-zaad niiche galii me.n tire dar ke aage
ye mai.n soKHtaa-sar hasan-kuuzaa-gar huu.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
maine chand aur sitaron ki tamanna ki thi
pyaar maa.ngaa to sisakte hu.e armaan mile
chain chaahaa to umaDte hu.e tuufaan mile