SEARCH RESULTS
Showing search results for "itne"
Nazm MATCHES FOR "itne"
Nazm
raqib se!
ham pe mushtarka hai.n ehsaan Gam-e-ulfat ke
itne ehsaan ki ginvaa.uu.n to ginvaa na sakuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
is KHaamushii me.n jaa.e.n itne buland naale
taaro.n ke qaafile ko merii sadaa diraa ho
Allama Iqbal
Nazm
dusra ban-bas
itne diivaane kahaa.n se mire ghar me.n aa.e
jagmagaate the jahaa.n raam ke qadmo.n ke nishaa.n
Kaifi Azmi
Nazm
tum hi kaho kya karna hai
aisaa na hu.aa ki rog apne
kuchh itne Dher puraane the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
pahu.nchaa diyaa falak tak ustaad ne yahaa.n se
vaaqif na thaa zaraa bhii itne ba.De jahaa.n se
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
aadha kamra
us ne itnii kitaabe.n chaaT Daalii.n
ki us kii aurat ke pair kaaGaz kii tarah ho ga.e
Sara Shagufta
Nazm
kar gae kuch kahan
itnii muddat dil-e-aavaara kahaa.n thaa ki tujhe
apne hii ghar ke dar-o-baam bhulaa baiThe hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
dil hech hai sar itne baraabar hai.n ki sar hech
arz-e-hunar hech!
Noon Meem Rashid
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
tum itne kaThor to nahii.n the
ye be-hisii kisii hisaab me.n hai