SEARCH RESULTS
Showing search results for "itraate"
Nazm MATCHES FOR "itraate"
Nazm
mulaqat
apne kartab pe vo iThlaate hai.n itraate hai.n
aur mauhuum sii taskiin yuu.nhii paate hai.n
Daud Ghazi
Nazm
ek nazm
log to varna isii baat pe itraate hai.n
duur be-dhyaanii me.n gha.Diyaal sadaa detaa hai
Qayyum Nazar
Nazm
ramz
muzhda-e-ishrat-e-anjaam nahii.n paa saktaa
zindagii me.n kabhii aaraam nahii.n paa saktaa
Jaun Eliya
Nazm
etiraf
ek ra.ngiin o hasii.n KHvaab thii duniyaa merii
jannat-e-shauq thii begaana-e-aafaat-e-sumuum
Asrarul Haq Majaz
Nazm
saqi-nama
btaa mujh ko asraar-e-marg-o-hayaat
ki terii nigaaho.n me.n hai kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
marne me.n aadmii hii kafan karte hai.n tayaar
nahlaa-dhulaa uThaate hai.n kaa.ndhe pe kar savaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
harf-e-Galat ban ga.ii ismat-e-piir-e-kunisht
aur hu.ii fikr kii kashti-e-naazuk ravaa.n
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
vo aafat-e-dauraa.n kaisii hai
ham dono.n the jis ke parvaane
Akhtar Shirani
Nazm
ek rah-guzar par
vo aa.nkh jis ke banaav pa KHaaliq itraa.e
zabaan-e-sher ko taariif karte sharm aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nau-jawan se
na dekh zohd kii tuu ismat-e-gunah-aaluud
gunah me.n fitrat-e-ismat-ma.aab paidaa kar