SEARCH RESULTS
Showing search results for "ji.e.n"
Nazm MATCHES FOR "ji.e.n"
Nazm
dosti ka hath
ji.e.n tamaam hasiinaan-e-KHaibar-o-lahore
ji.e.n tamaam javaanaan-e-jannat-e-kashmiir
Ali Sardar Jafri
Nazm
picnic
mare to jaate hai.n jiine ko aaj khul ke ji.e.n
aziim shahr kii aaluuda is fazaa se pare
Akhtarul Iman
Nazm
ye raat
abhii to roz yahii fikr hai ji.e.n kaise
abhii to raat yuu.nhii be-qaraar guzregii
Baqar Mehdi
Nazm
lagan
ye chaahat kii bhii kaisii ulTii lagan hai
mare.n to ji.e.n aur ji.e.n to maran hai
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
nai purani aag
tum hii apne nahii.n kis se shikve kare.n
Gair kii aag hai ab ji.e.n yaa mare.n
Daur Afridi
Nazm
amn ki faKHtaen
baat apnii sabhii ko gavaaraa lage
zindagii yuu.n ji.e.n bhaa.ii-chaara lage
Haidar Bayabani
Nazm
basi rishte
jab ham ne pahle pahle ek-duuje ko saraahaa thaa
sahm jaa.e.n ye apnii un tamannaa.o.n kii aahaT se
Ashok Lal
Nazm
nae log
hamaare izn pe jo qasr-o-baam ugaataa thaa
vo jin hame.n me.n thaa vo mar chukaa hai ham lekin
Aziz Qaisi
Nazm
raqib se!
aashnaa hai.n tire qadmo.n se vo raahe.n jin par
us kii mad.hosh javaanii ne inaayat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
jin ko aataa nahii.n duniyaa me.n ko.ii fan tum ho
nahii.n jis qaum ko parvaa-e-nasheman tum ho
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
zaKHm bhar jaa.e.n magar daaG to rah jaataa hai
duuriyo.n se kabhii yaade.n to nahii.n mar saktii.n
Ahmad Faraz
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub unhe.n bhii to mohabbat hogii
jin kii sannaa.ii ne baKHshii hai use shakl-e-jamiil
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek aarzu
raato.n ko chalne vaale rah jaa.e.n thak ke jis dam
ummiid un kii meraa TuuTaa hu.aa diyaa ho