SEARCH RESULTS
Showing search results for "ji.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "ji.e.n"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yuu.nhii mar mar ke ji.e.n vaqt guzaare jaa.e.n
zindagii ham tire haatho.n se na maare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kitnaa ji.e.n kahaa.n se ji.e.n aur kis liye
ye iKHtiyaar ham pe hai taqdiir par nahii.n
Aalok Shrivastav
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
Faheem Jogapuri
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
vo ji.e.n kyaa jinhe.n jiine kaa hunar bhii na milaa
dasht me.n KHaak u.Daate rahe ghar bhii na milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
dil na maanaa ji.e.n kahkashaa.n chho.D kar
jaa ke baste kahaa.n KHaandaa.n chho.D kar
Adeel Zaidi
Ghazal
chup raho kyuu.n mizaaj puuchhte ho
ham ji.e.n yaa mare.n tumhe.n kyaa hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
ham ji.e.n yaa ki mare.n kuchh nahii.n Gam shauq se aap
masnad-e-naaz pe farmaa.iye e.azaaz se ramz
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
kyaa Gam ke saath ham ji.e.n aur kyaa KHushii ke saath
jo dil ko de sukuun guzar ho usii ke saath
Shahnaz Rahmat
Ghazal
Tuk dekh le.n chaman ko chalo laala-zaar tak
kyaa jaane phir ji.e.n na ji.e.n ham bahaar tak
Meer Hasan
Ghazal
jii ye kare hai aaj ki tanhaa ji.e.n mare.n
kab mere iztiraab kaa ye ra.ng-Dha.ng thaa
Akram Naqqash
Ghazal
to zindagii ko ji.e.n kyuu.n na zindagii kii tarah
kahii.n pe phuul kahii.n par sharar banaate hu.e
Jaleel 'Aali'
Ghazal
sochte hai.n ki bulbula ho jaa.e.n
chand lamhe ji.e.n fanaa ho jaa.e.n