SEARCH RESULTS
Showing search results for "kafal"
Nazm MATCHES FOR "kafal"
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh naazuk shikne.n aa.nchal kii
kuchh narm lakiire.n kaajal kii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
parinde ki fariyaad
aatii nahii.n sadaa.e.n us kii mire qafas me.n
hotii mirii rihaa.ii ai kaash mere bas me.n
Allama Iqbal
Nazm
intisab
aaj ke Gam ke naam
aaj kaa Gam ki hai zindagii ke bhare gulsitaa.n se KHafaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
safar ke waqt
jo ye na ho to KHudaa bhii bashar tak aa na sake
so tum shu.uur kaa apne kamaal kar rakhnaa
Jaun Eliya
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
magar mujh ko lauTaa do vo bachpan kaa saavan
vo kaaGaz kii kashtii vo baarish kaa paanii
Sudarshan Faakir
Nazm
aadmi-nama
marne me.n aadmii hii kafan karte hai.n tayaar
nahlaa-dhulaa uThaate hai.n kaa.ndhe pe kar savaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
KHafaa na honaa mirii jur.at-e-taKHaatub par
tumhe.n KHabar hai mirii zindagii kii aas ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
aaj phir husn-e-dil-aaraa kii vahii dhaj hogii
vahii KHvaabiida sii aa.nkhe.n vahii kaajal kii lakiir