SEARCH RESULTS
Showing search results for "karam"
Nazm MATCHES FOR "karam"
Nazm
nazrana
tum pareshaan na ho, baab-e-karam vaa na karo
aur kuchh der pukaaruu.ngaa chalaa jaa.uu.ngaa
Kaifi Azmi
Nazm
muhasara
so ye javaab hai meraa mire aduu ke liye
ki mujh ko hirs-e-karam hai na KHauf-e-KHamyaaza
Ahmad Faraz
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq! KHudaaraa! rahm-o-karam ma.asuum hai.n ham naadaan hai.n ham
Akhtar Shirani
Nazm
zarurat-e-ittihad
yaa KHudaa hind par karam farmaa
is kii takliif kal-adam farmaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
in bhuukii pyaasii ruuho.n par ik din to karam farmaa.egii
vo sub.h kabhii to aa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
mata-e-ghair
teraa altaaf-o-karam ek haqiiqat hai magar
ye haqiiqat bhii haqiiqat me.n fasaana hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
lauh-o-qalam
asbaab-e-Gam-e-ishq baham karte rahe.nge
viiraani-e-dauraa.n pe karam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
adaa-e-ijz-o-karam se uThaa rahii ho tum
suhaag-raat jo Dholak pe gaa.e jaate hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri KHat
is vaz'-e-karam kaa bhii tumhe.n paas na hogaa
lekin dil-e-naakaam ko ehsaas na hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
diwali se mutalliq
jal rahe hai.n diye mu.nDero.n par
ho rahaa hai karam a.ndhero.n par
Charkh Chinioti
Nazm
kitab ka kiDa
diq tujh se kitaabe.n hai.n bahut karam kitaabii
tuu dushman-e-duzdiida hai KHaakii ho ki aabii
Aziz Hamid Madni
Nazm
ramzan aaya
phir aagyaa jahaa.n me.n ramzaan kaa mahiina
allaah ke karam aur ehsaan kaa mahiina