SEARCH RESULTS
Showing search results for "karnaa"
Nazm MATCHES FOR "karnaa"
Nazm
bachche ki dua
ho miraa kaam Gariibo.n kii himaayat karnaa
dard-mando.n se za.iifo.n se mohabbat karnaa
Allama Iqbal
Nazm
andesha
chaahe kuchh bhii ho savaalaat na karnaa un se
mere baare me.n ko.ii baat na karnaa un se
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
ye fasl umidon ki hamdam
ik fasl pakii to bharpaayaa
jab tak to yahii kuchh karnaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mohabbat ki ek nazm
mai.n KHushbu.o.n me.n tumhe.n miluu.ngaa
mujhe gulaabo.n kii pattiyo.n me.n talaash karnaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
ai mere sare logo
kisii Gaasib kisii zaalim kisii qaatil ke liye
KHud ko taqsiim na karnaa mire saare logo
Ahmad Faraz
Nazm
naya hukm-nama
hifaazat un kii karnaa hai zaruurii
aur aa.ndhii hai puraanii in kii dushman
Javed Akhtar
Nazm
baiTha hai mere samne wo
achchhii aa.nkhe.n milii hai.n us ko
vahshat karnaa bhii aa gayaa hai
Fahmida Riaz
Nazm
hum gunahgar aurten
ki ab jo diivaar gir chukii hai
use uThaane kii zid na karnaa!
Kishwar Naheed
Nazm
tum hi kaho kya karna hai
nadiyaa to vahii hai, naav vahii
ab tum hii kaho kyaa karnaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
judai ki pahli raat
lafz hii ko.ii mujhe yaad nahii.n
baat karnaa hii mujhe bhuul gayaa!
Parveen Shakir
Nazm
yaad-e-aligarh
har ik gaam ahbaab kaa qaafila thaa
idhar da.avaa karnaa udhar kar dikhaanaa