SEARCH RESULTS
Showing search results for "kathan"
Nazm MATCHES FOR "kathan"
Nazm
jawab-e-shikwa
vaqt-e-fursat hai kahaa.n kaam abhii baaqii hai
nuur-e-tauhiid kaa itmaam abhii baaqii hai
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahaa.n se aa.ii nigaar-e-sabaa kidhar ko ga.ii
abhii charaaG-e-sar-e-rah ko kuchh KHabar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
apne bistar pe bahut der se mai.n niim-daraaz
sochtii thii ki vo is vaqt kahaa.n par hogaa
Parveen Shakir
Nazm
etiraf
reg ko silsila-e-aab-e-ravaa.n jaanaa thaa
aah ye raaz abhii mai.n ne kahaa.n jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
parinde ki fariyaad
aazaadiyaa.n kahaa.n vo ab apne gho.nsle kii
apnii KHushii se aanaa apnii KHushii se jaanaa
Allama Iqbal
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
log aurat ko faqat jism samajh lete hai.n
ruuh bhii hotii hai us me.n ye kahaa.n sochte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ajnabi sham
dil-e-naakaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n
ajnabii shaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n