SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaak-e-taiba"
Nazm MATCHES FOR "khaak-e-taiba"
Nazm
rabta
mai.n ka.Dii huu.n ga.e zamaano.n kii
shahr-e-maazii ke KHaak daano.n kii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
Tipu ki aawaz
mere lahuu kii buu.nd me.n Galtaa.n thii.n bijliyaa.n
KHaak-e-dakan ko mai.n ne sharar-aashnaa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
be-nang-o-nam
tum yuu.nhii zid me.n hu.e KHaak-e-dar-e-mai-KHaana
mujh ko ye zom ki mai.n ne tumhe.n Tokaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
mere ahd ke hasino
ho hazaar koshisho.n par bhii shumaar me.n na aa.e
kabhii KHaak-e-be-bizaa.at ke dayaar me.n na aa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
meinopause
vo imbisaat-o-hayaat kaa be-kanaar dariyaa
ki dafn ho jaa.egaa KHas-o-KHaak-e-roz-o-shab me.n
Ishrat Afreen
Nazm
jugnu
miyaan-e-sahn lagaayaa thaa laa ke ik paudaa
jo aab-o-aatish-o-KHaak-o-havaa se paltaa hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dushmanon ke darmiyan sulh
marham-e-zaKHm ke ambaar ke saath
paara-e-KHaak-e-shifaa laa.e hai.n
Ejaz Gul
Nazm
uljhi sansen
KHaak-e-zar-gar me.n chhupe zarre hai.n
jin ko mai.n jaa.n ke evaz sau.np rahii huu.n tum ko
Saleem Ahmed
Nazm
saqi-nama
azal se hai ye kashmakash me.n asiir
hu.ii KHaak-e-aadam me.n suurat-paziir