SEARCH RESULTS
Showing search results for "khirman"
Nazm MATCHES FOR "khirman"
Nazm
jawab-e-shikwa
bijliyaa.n jis me.n ho.n aasuuda vo KHirman tum ho
bech khaate hai.n jo aslaaf ke madfan tum ho
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
sho.ala-e-tund hai KHirman pe lapak saktaa hai
tum ne jis KHuun ko maqtal me.n dabaanaa chaahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
nargis-e-mastana
ik barq-e-adaa KHirman-e-hastii pe giraa kar
nazro.n ko mirii tuur kaa afsaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
sone vaalo.n ko jagaa de sher ke e.ajaaz se
KHirman-e-baatil jalaa de sho.ala-e-aavaaz se
Allama Iqbal
Nazm
aur bhi gham hain zamane mein
KHirman-e-harf-o-navaa ko hai bachaanaa mushkil
be-amaa.n sho.ala-e-betaabi-e-iz.haar hai aaj
Ali Minai
Nazm
baghi
KHirman-e-jaur jalaa de vo sharaaraa huu.n mai.n
merii fariyaad pe ahl-e-duval a.ngusht-ba-gosh
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
aahang-e-nau
jaada-paimaa ke liye KHizr ho tum ye rahzan
tum ho KHirman ke nigahbaan ye barq-e-KHirman
Asrarul Haq Majaz
Nazm
habib-jalib
vo ek lamha ki taariiKH jis se raushan hai
mataa-e-KHaak usii ke lahuu kaa KHirman hai
Hasan Abidi
Nazm
sawan
KHirman-e-sabr ko bijlii ne jalaayaa gir kar
jab kabhii dil kii tamannaa.o.n se uljhaa saavan
Suhail Kakorvi
Nazm
gandhi ke baad
KHirman-e-zulm ko ab aag lagaa de ko.ii
chaa.nd-taaro.n ke charaaGo.n ko bujhaa de ko.ii
Izhaar Malihabadi
Nazm
nazr-e-watan
phir KHirman sukuu.n ko hai.n darkaar bijliyaa.n
phir be-hijaab jalva-e-jaanaana chaahiye