SEARCH RESULTS
Showing search results for "kinaa.e"
Nazm MATCHES FOR "kinaa.e"
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
aawara
jii me.n aataa hai ye murda chaa.nd taare noch luu.n
is kinaare noch luu.n aur us kinaare noch luu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tarana-e-hindi
ai aab-ruud-e-ga.ngaa vo din hai yaad tujh ko
utraa tire kinaare jab kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
jibrail-o-iblis
gar kabhii KHalvat mayassar ho to puuchh allaah se
qissa-e-aadam ko ra.ngii.n kar gayaa kis kaa lahuu
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
naGma-e-bedaarii-e-jamhuur hai saamaan-e-'aish
qissa-e-KHvaab-aavar askandar-o-jam kab talak
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
aab-e-ravaan-e-kabiir tere kinaare ko.ii
dekh rahaa hai kisii aur zamaane kaa KHvaab
Allama Iqbal
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
utaar de jo kinaare pe ham ko kashtii-e-vahm
to gird-o-pesh ko girdaab hii samajhte hai.n
Jaun Eliya
Nazm
dusra ban-bas
paa.nv dho.e binaa sarjuu ke kinaare se uThe
raam ye kahte hu.e apne dvaare se uThe
Kaifi Azmi
Nazm
o des se aane wale bata
shaadaab ghaTaa.e.n jhuumtii hai.n
dariyaa ke kinaare baaGo.n me.n