SEARCH RESULTS
Showing search results for "kitne"
Nazm MATCHES FOR "kitne"
Nazm
shikwa
kitne betaab hai.n jauhar mire aa.iine me.n
kis qadar jalve ta.Dapte hai.n mire siine me.n
Allama Iqbal
Nazm
aawara
muntazir hai ek tuufaan-e-balaa mere liye
ab bhii jaane kitne darvaaze hai.n vaa mere liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
chale jo yaar to daaman pe kitne haath pa.De
dayaar-e-husn kii be-sabr KHvaab-gaaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
daraKHt-e-zard
use tum phone karte aur KHat likhte rahe hoge
na jaane tum ne kitnii kam Galat urdu likhii hogii
Jaun Eliya
Nazm
parchhaiyan
na jaane kitnii kashaakash se kitnii kaavish se
ye sote jaagte lamhe churaa ke laa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
wo kamra yaad aata hai
na jaane kitne afsaano.n kii ka.Diyaa.n thii.n
vo chhoTii mez par
Javed Akhtar
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
kitnii aaho.n se kaleja tiraa ThanDaa hogaa
kitne aa.nsuu tire sahraa.o.n ko gulzaar kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya hukm-nama
magar ye rang hogaa kitnaa gahraa kitnaa halkaa
ye afsar tai kare.nge