SEARCH RESULTS
Showing search results for "kulliyat e syed mohammad jafri syed mohammad jafri ebooks"
Nazm MATCHES FOR "kulliyat e syed mohammad jafri syed mohammad jafri ebooks"
Nazm
mushaera
mushaa.ere me.n jo shaa.er bulaa.e jaate hai.n
ba.De saliiqe se buudam banaa.e jaate hai.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
clerk
KHaaliq ne jab azal mai.n banaayaa clerk ko
lauh o qalam kaa jalva dikhaayaa clerk ko
Syed Mohammad Jafri
Nazm
abstract art
abstract art kii dekhii thii numaa.ish mai.n ne
kii thii az-raah-e-muravvat bhii sataa.ish mai.n ne
Syed Mohammad Jafri
Nazm
third-diwision
jiine kii kashmakash me.n na be-kaar Daaliye
mai.n third-divisioner huu.n mujhe maar Daaliye
Syed Mohammad Jafri
Nazm
election
saaqii sharaab de ki election hai aaj-kal
barse.nge vote jis me.n vo saavan hai aaj-kal
Syed Mohammad Jafri
Nazm
urdu
kaash urdu hii me.n ho saare dafaatir kaa hisaab
kaash taqriire.n kare.n urdu me.n sab izzat-ma.aab
Syed Mohammad Jafri
Nazm
aadmi
jo chaa.nd par gayaa hai so hai vo bhii aadmii
jo gap u.Daa rahaa hai so hai vo bhii aadmii
Syed Mohammad Jafri
Nazm
eid ki achkan
sajtii thii kabhii tan pe jo thii eid kii achkan
sajte the kabhii ham, to kabhii eid kii achkan
Syed Mohammad Jafri
Nazm
qurbani ke bakre
phir aa gayaa hai mulk me.n qurbaaniyo.n kaa maal
kii iKHtiyaar qiimato.n ne raakiTo.n kii chaal
Syed Mohammad Jafri
Nazm
purana coat
banaa hai coat ye niilaam kii dukaa.n ke liye
salaa-e-aam hai yaaraan-e-nukta-daa.n ke liye
Syed Mohammad Jafri
Nazm
yakum may
ye may kii pahlii, din hai banda-e-mazduur kaa
muddato.n ke baa'd dekhaa is ne jalva huur kaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
main nashe mein hun
ha.Dtaal karne se na Talo mai.n nashe me.n huu.n
ai Gair-mulkiyo.n kii kalo mai.n nashe me.n huu.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
kasrat-e-aulad
suniye ik naa-aaqibat-andesh kii fariyaad hai
kah rahaa hai vo mujhe apnii javaanii yaad hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
KHala mein bandar
ek ''bono'' naam kaa bandar gayaa souu-e-KHalaa
aadmii kaa kaam hai bandar kaa pha.nstaa hai galaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
itnii guzrii hai giraa.n chiizo.n kii arzaanii mujhe
ho gayaa hai taaza saudaa-e-Gazal-KHvaanii mujhe