SEARCH RESULTS
Showing search results for "kutiyo.n"
Nazm MATCHES FOR "kutiyo.n"
Nazm
jawab-e-shikwa
ho na ye phuul to bulbul kaa tarannum bhii na ho
chaman-e-dahr me.n kaliyo.n kaa tabassum bhii na ho
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
bijlii chamak ke un ko kuTiyaa mirii dikhaa de
jab aasmaa.n pe har suu baadal ghiraa hu.aa ho
Allama Iqbal
Nazm
sab maya hai
jab dekh liyaa har shaKHs yahaa.n harjaa.ii hai
is shahr se duur ik kuTiyaa ham ne banaa.ii hai
Ibn e Insha
Nazm
parinde ki fariyaad
lagtii hai choT dil par aataa hai yaad jis dam
shabnam ke aa.n.su.o.n par kaliyo.n kaa muskuraanaa
Allama Iqbal
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
jo kaa.nTe huu.n sab apne daaman me.n rakh luu.n
sajaa.uu.n mai.n kaliyo.n se raahe.n tumhaarii
Tahir Faraz
Nazm
dosti ka hath
na sarv me.n vo Guruur-e-kashiida-qaamatii hai
na qumriyo.n kii udaasii me.n kuchh kamii aa.ii
Ahmad Faraz
Nazm
intisab
kaT.Diyo.n aur galiyo.n mohallo.n ke naam
jin kii naapaak KHaashaak se chaa.nd raato.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kal humne sapna dekha hai
dhartii ke mahakte baaGo.n se
kaliyo.n kii jholii bhar laa.e.n
Ibn e Insha
Nazm
aurat
kuTiyaa me.n tiraa piichhaa Gurbat ne nahii.n chho.Daa
aur mahl-saraa me.n bhii zardaar ne dil to.Daa
Habib Jalib
Nazm
muflisi
gar husn ho hazaar ruupe kaa to us ko aah
kyaa kau.Diyo.n ke mol bikaatii hai muflisii