SEARCH RESULTS
Showing search results for "lab-e-KHandaa.n"
Nazm MATCHES FOR "lab-e-KHandaa.n"
Nazm
numaish mein
ha.nsii us kii tuluu-e-sub.h-e-KHandaa.n
navaa us kii suruud-e-kaif-aavar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
malan
josh-e-numuu kaa aalam ruKHsaar mehr-e-taabaa.n
maathe pe surKH Tiikaa maanind-e-sub.h-e-KHandaa.n
Vafa Barahi
Nazm
holi
ai ra.ng-bhare nau-gul-e-KHandaa.n idhar dekh
ham dekhne teraa ye jamaal is gha.Dii ai jaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nashte ki mez par
palak-navaaz buu.Dhe vaaldain kii nigaah
ahl-e-KHaandaan par pa.De
Iqtidar Javed
Nazm
subh-e-id
kyaa shai hai kyaa kahuu.n ruKH-e-KHandaan-e-sub.h-e-iid
goyaa bahaar par hai gulistaan-e-sub.h-e-iid
Master Basit Biswani
Nazm
lauh-o-qalam
baaqii hai lahuu dil me.n to har ashk se paidaa
ra.ng-e-lab-o-ruKHsaar-e-sanam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
baada-kash Gair hai.n gulshan me.n lab-e-juu baiThe
sunte hai.n jaam-ba-kaf naGma-e-kuu-kuu baiThe
Allama Iqbal
Nazm
dil-e-nadan
shaaKHo.n ko andaliib ke naGmo.n pe naaz hai
aur andaliib ko gul-e-KHandaa.n pe naaz hai
Narayan Das Puri
Nazm
nura
lab-e-la.al-e-afshaa.n se ik shai churaa lii
vo shai jis ko ab kyaa kahuu.n kyaa samajhiye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
gurez
ba-ii.n tishna-kaamii ba-ii.n talKH-kaamii
rahiin-e-lab-e-shakkar-afshaa.n nahii.n mai.n