SEARCH RESULTS
Showing search results for "lago"
Nazm MATCHES FOR "lago"
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
wazir ka farman
logo mujhe salaam karo mai.n vaziir huu.n
gardan ke saath KHud bhii jhuko mai.n vaziir huu.n
Shaukat Thanvi
Nazm
jab bhi jute KHarido
un se saazish ke phande na ban.ne lago aur phaa.nsii kii KHaatir kahii.n
apne mohsin na chun.ne lago
Tauqeer Abbas
Nazm
kabhi kabhi
ise kisii ke sahaare kii aarzuu bhii nahii.n
zamaane bhar ke dukho.n ko lagaa chukaa huu.n gale
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahle
mujh se pahle tujhe jis shaKHs ne chaahaa us ne
shaayad ab bhii tiraa Gam dil se lagaa rakkhaa ho
Ahmad Faraz
Nazm
chand roz aur meri jaan
har gha.Dii dard ke paivand lage jaate hai.n
lekin ab zulm kii mii.aad ke din tho.De hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq ye kaisaa rog lagaa jiite hai.n na zaalim marte hai.n
ye zulm tuu ai jallaad na kar