SEARCH RESULTS
Showing search results for "lahza-ba-lahza"
Nazm MATCHES FOR "lahza-ba-lahza"
Nazm
hamari ruh ka naghma kahan hai?
vo dard-e-aarzuu
jo larza-bar-andaam thaa pahnaa.e aalam me.n
Sajida Zaidi
Nazm
haal-o-maqam
ahvaal-o-maqaamaat pe mauquuf hai sab kuchh
har lahza hai saalik kaa zamaa.n aur makaa.n aur
Allama Iqbal
Nazm
aaina
lazzat-e-ziist se KHaa.if Gam-e-hastii se KHafaa
apne jazbaat se har lahza mukarte hu.e log
Ali Minai
Nazm
maqam-e-saKHt par nigah
mai.n KHud ko lahza lahza KHud me.n jo.Dne lagaa
mai.n saa.ns to.Dtaa hu.aa zamii.n ko chho.Dne lagaa
Iqtidar Javed
Nazm
Tipu
uThaa vo KHaak-e-srinigaapatam se mard-e-jarii
bidesiyo.n kii hukuumat thii larza-bar-andaam
Arsh Malsiyani
Nazm
karl marx
hazrat-e-iqbaal kaa ibliis-e-kochak KHauf se
larza-bar-andaam yuu.n shaitaa.n se kartaa hai KHitaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
gandi laDki
maa.njh kar manjan se daa.nt apne na dho.e
zid kare har baat par har lahza ro.e
Kaifi Hyderabadi
Nazm
hum log
ham se hai.n larza-bar-andaaz KHudaayaan-e-jahaa.n
ik na.ii sub.h-e-tamannaa kii azaa.n hai.n ham log
Ali Minai
Nazm
bahaar
KHalq ko har lahza apne husn kii ra.ngat dikhaa
be-takalluf kyaa hii har dil me.n samaatii hai bahaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
sochne do
jo is lahza bayaabaa.n bhii nahii.n
kaun sii shaaKH me.n phuul aa.e the sab se pahle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zaifa
larza-bar-andaam hai sehn-e-zamii.n kaa arz-o-tuul
ho rahaa hai KHaak par naapaak ruuho.n kaa nuzuul
Josh Malihabadi
Nazm
dar-madh-am
har lahza piitaa rahtaa hai tuu ghuu.nT KHuun ke
aur aam aam hii nahii.n bharpuur jaam hai
Khalid Mahmood
Nazm
kahan hai aa ja
KHauf-e-majbuurii-o-naakaamii-o-rusvaa.ii se
ishq hai larza-bar-andaam kahaa.n hai aa jaa