SEARCH RESULTS
Showing search results for "lailaa-vash"
Nazm MATCHES FOR "lailaa-vash"
Nazm
shoala-e-tarab
rone kii umr hai na sisakne kii umr hai
jaam-e-nashaat ban ke chhalakne kii umr hai
Owais Ahmad Dauran
Nazm
istifsar
vo kyaa jaane.n kyo.n maah-paaro.n se puuchho
mohabbat hai kyaa Gam ke maaro.n se puuchho
Syed Husain Ali Jafri
Nazm
ek rah-guzar par
vo jis kii diid me.n laakho.n masarrate.n pinhaa.n
vo husn jis kii tamannaa me.n jannate.n pinhaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raat ki rani
ko.ii dekhe to zaraa raat kii raanii kaa jamaal
ruKH pe Gaaze kii mahak itr me.n aaluuda libaas
Salam Sandelvi
Nazm
rafiq-e-nadida
ik nidaa aa.ii bahut duur se kaano.n me.n mire
phir KHayaal aayaa ki ye vahm miraa ho shaayad
Shamsi Tasneem
Nazm
paisa
naqsh yaa.n jis ke miyaa.n haath lagaa paise kaa
us ne tayyaar har ik ThaaTh kiyaa paise kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mera watan
dil-rubaa laala ho fazaa terii
mujh ko bhaa.ii na ik adaa terii
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
aadha kamra
us ne itnii kitaabe.n chaaT Daalii.n
ki us kii aurat ke pair kaaGaz kii tarah ho ga.e
Sara Shagufta
Nazm
kali-das
jahaan-e-ilm ko tasliim hai vaqaar tiraa
adab ke phuulo.n se daaman hai laala-zaar tiraa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
mashwara
aatish-e-be-suud me.n mat kuud ho kar be-KHatar
mat ga.nvaa yuu.n muft me.n aazaadii-e-qalb-o-jigar