SEARCH RESULTS
Showing search results for "life"
Nazm MATCHES FOR "life"
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
tere haatho.n ke likhe KHat mai.n jalaataa kaise
tere KHat aaj mai.n ga.ngaa me.n bahaa aayaa huu.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
bahut dinon baad
ki mere andar kii raakh ke Dher par abhii tak
tire zamaane likhe hu.e hai.n
Mohsin Naqvi
Nazm
fankar
mai.n ne jo giit tire pyaar kii KHaatir likkhe
aaj un giito.n ko baazaar me.n le aayaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
likhe jab tak jiye safar-naame
chal diye haath me.n qalam thaame
Altaf Hussain Hali
Nazm
hirasat
aur vaqt bhii baasii thaa mai.n jab shahr me.n aayaa
har shaaKH se lipTe hu.e sannaaTe kha.De the
Gulzar
Nazm
mujrim
KHasta kap.Do.n me.n ye lipTe hu.e mariyal Dhaa.nche
ye bhikaarii ki jinhe.n dekh ke ghin aatii hai
Shakeb Jalali
Nazm
nasirddin shah ke liye
jaa.e.n vo pa.nkhe kii havaa se
siyaahii rah jaatii hai siine me.n adiibo.n ke likhe jumlo.n kii
Gulzar
Nazm
aashob-e-agahi
mere hisse me.n kuchh harf aise bhii the
jo faqat lauh-e-jaa.n par likhe rah ga.e
Ada Jafarey
Nazm
pompiye
aag aur laave se ghabraa ke jo lipTe ho.n ge
vahii maTke, vahii haa.nDii, vahii TuuTe piyaale
Gulzar
Nazm
aaKHiri sach
jitne varaq likhe the mirii zindagii ne sab
aa.ndhii ke ek jho.nke me.n bikhre hu.e hai.n sab
Munawwar Rana
Nazm
tumne likkha hai
apne hii likkhe hu.e chand KHato.n kii KHaatir
mujh se KHaa.if hii nahii.n KHud se bhii bezaar ho tum
Prem Warbartani
Nazm
sal ki aaKHiri shab
dar-o-diivaar me.n lipTe hu.e sahme hu.e log
galii-kuucho.n me.n nikalte hu.e ghabraate hu.e