SEARCH RESULTS
Showing search results for "maarne"
Nazm MATCHES FOR "maarne"
Nazm
shikwa
ham jo jiite the to jango.n kii musiibat ke liye
aur marte the tire naam kii azmat ke liye
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq ye kaisaa rog lagaa jiite hai.n na zaalim marte hai.n
ye zulm tuu ai jallaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
aadmi-nama
aur aadmii pe teG ko maare hai aadmii
pag.Dii bhii aadmii kii utaare hai aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHizr-e-rah
ho sadaaqat ke liye jis dil me.n marne kii ta.Dap
pahle apne paikar-e-KHaakii me.n jaa.n paidaa kare
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
in damakte hu.e shahro.n kii faraavaa.n maKHluuq
kyuu.n faqat marne kii hasrat me.n jiyaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
dil magar Gam marne vaalo.n kaa jahaa.n aabaad hai
halqa-e-zanjiir-e-sub.h-o-shaam se aazaad hai
Allama Iqbal
Nazm
chalo chhoDo
tum apnii aa.nkh kii bastii me.n phir se ik nayaa mausam utarne do
mire KHvaabo.n ko marne do
Mohsin Naqvi
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
jiine kaa fan sikhaayaa marne kaa baa.nkpan bhii
izzat ke gur bataa.e rusvaa.ii ke chalan bhii
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
dost sach much bahut zaruri hain
zindagii ko guzaarne ke liye
vaqt kaa zahr maarne ke liye
Shakeel Jamali
Nazm
uTTho marne ka haq istimal karo
jiine kaa haq saamraaj ne chhiin liyaa
uTTho marne kaa haq istimaal karo