SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahmil"
Nazm MATCHES FOR "mahmil"
Nazm
shikwa
ek hii saf me.n kha.De ho ga.e mahmuud o ayaaz
na ko.ii banda rahaa aur na ko.ii banda-navaaz
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
mahmil-e-majlis-e-aqvaam kii lailaa se kaho
KHuun diivaana hai daaman pe lapak saktaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
nahii.n jo mahmil-e-lailaa-e-aarzuu sar-e-raah
to ab fazaa me.n fazaa ke sivaa kuchh aur nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
fareb
qaafile duur the manzil se bahut duur magar
KHud-farebii kii ghanii chhaa.nv me.n dam lene lage
Ali Sardar Jafri
Nazm
ghubar-e-KHatir-e-mahfil Thahar jae
kahii.n to kaarvaan-e-dard kii manzil Thahar jaa.e
kinaare aa lage umr-e-ravaa.n yaa dil Thahar jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sanwli
ko.ii detaa hai laqab laila-e-be-mahmil kaa
ko.ii kahtaa hai tujhe pyaar se kaalii naagin
Qateel Shifai
Nazm
wafa kaisi?
dasht-e-Gurbat me.n kisii hajla-nashii.n kaa mahmil
ek din ruuh kaa har taar sadaa detaa thaa
Mustafa Zaidi
Nazm
ab KHub hansega diwana
lohe ke ratho.n ko haa.nke.nge
ek ek dhu.e.n ke mahmil se
Hafeez Jalandhari
Nazm
be-nang-o-nam
ek mahmil ke sirhaane ko.ii royaa thaa zaruur
pas-e-mahfil kisii lailaa ne pukaaraa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
tifli ke KHwab
tiflii me.n aarzuu thii kisii dil me.n ham bhii ho.n
ik roz soz-o-saaz kii mahfil me.n ham bhii ho.n