SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahmil"
Ghazal MATCHES FOR "mahmil"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ab kuuch karo yaaro sahraa se ki sunte hai.n
sahraa me.n ab aa.inda mahmil nahii.n aane kaa
Jaun Eliya
Ghazal
har zarra ek mahmil-e-ibrat hai dasht kaa
lekin kise dikhaa.uu.n ko.ii dekhtaa bhii ho
Nasir Kazmi
Ghazal
ajiib haal ke majnuu.n the jo ba-ishva-o-naaz
ba-suu-e-baad ye mahmil me.n baiTh kar aa.e
Jaun Eliya
Ghazal
Abul Kalam Azad
Ghazal
mahmil-nashii.n jab aap the lailaa ke bhes me.n
majnuu.n ke bhes me.n ko.ii KHaana-KHaraab thaa
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
phir na.e sar se junuun-e-qais kii buniyaad rakh
phir na.ii lailaa banaa naaqa banaa mahmil banaa
Azad Ansari
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
band aa.nkho.n se na husn-e-shab kaa andaaza lagaa
mahmil-e-dil se nikal sar ko havaa taaza lagaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
shoKHi-e-iz.haar Gair-az-vahshat-e-majnuu.n nahii.n
lailaa-e-manii 'asad' mahmil-nashiin-e-raaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
qahqahe qulqul-e-miinaa ne lagaa.e kyaa kyaa
mujh ko mastii me.n jo ronaa sar-e-mahfil aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
jab ba-taqriib-e-safar yaar ne mahmil baa.ndhaa
tapish-e-shauq ne har zarre pe ik dil baa.ndhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ho sarsar-e-fuGaa.n se na kyuu.nkar vo muztarib
mushkil hu.aa hai parda-e-mahmil ko thaamnaa