SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-kash"
Nazm MATCHES FOR "mai-kash"
Nazm
raat ki rani
marmarii.n rang subuk jism dahan chhoTaa saa
lambii gardan kisii mai-kash kii suraahii jaise
Salam Sandelvi
Nazm
night school
mahfil-e-rang jamaa.e.nge hunar se mai-kash
hogii saaqii kii inaayat bhii gunahgaaro.n par
Ishrat moin Seemaa
Nazm
meri dua
mai-kash ko.ii mai pii ke mujhe degaa du.aa.e.n
ai saaqii-e-fitrat mujhe paimaana banaa de
Narayan Das Puri
Nazm
allah allah
ye mai-kash hai.n yaa raazdaaraan-e-‘aalam
ki har jaam hai jaam-e-jam allaah allaah
Masoom Sharqi
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ye mas.ala bhii ba.Daa ajab hai
mai.n ek mai-kash huu.n ye to sach hai
Tariq Qamar
Nazm
dar-o-rasan
hazaaro.n zulf-e-parii-vash ke yaa.n the saudaa.ii
hazaaro.n mai-kash-o-mai-KHvaar-o-mast-o-sahbaa.ii
Mohammad Ali Tishna
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
apne maiKHaane kaa ik mai-kash-e-behaal hai ye
haa.n vahii mard-e-javaa.n-baKHt o javaa.n-saal hai ye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mere baghair
un kii mahfil aur jashn-e-mai-kashii mere baGair
dushmano.n kii aarzuu bar aa.egii mere baGair
Kamil Chandpuri
Nazm
gulab le kar sharab le kar
to mai-kasho ye 'azaab kyo.n hai
sharaab-KHaana udaas kyo.n hai