SEARCH RESULTS
Showing search results for "maker"
Nazm MATCHES FOR "maker"
Nazm
taKHrib-karon ki shahadat
dahshate.n ik policy hai.n jis ke maker aap hai.n
tiisrii duniyaa ke pahle high-jecker aap hai.n
Khalid Irfan
Nazm
aadmi-nama
shaitaa.n bhii aadmii hai jo kartaa hai makr-o-zor
aur haadii rahnumaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHizr-e-rah
makr kii chaalo.n se baazii le gayaa sarmaaya-daar
intihaa-e-saadgii se khaa gayaa mazduur maat
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq kahin le chal
ek aisii jagah jis me.n insaan na baste ho.n
ye makr o jafaa-pesha haivaan na baste ho.n
Akhtar Shirani
Nazm
madh
har ek jagah makr-o-riyaa kii hu.ii tash.hiir
raushan hu.e ummiid se ruKH ahl-e-vafaa ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
dekhnaa tum se abhii kitne kiye jaa.e.nge makr
kis tarah tum ko abhii chakkar me.n laayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
kaise Tahalta hai chand
qabr to miTTii kaa makr hai
phir parinde suuraj se pahle kisii kaa zikr karte hai.n
Sara Shagufta
Nazm
ye basti meri basti hai
hamaare ghar ke aur maaler ke us khet ke maabain
ye ik rail kii paTrii KHat-e-tansiiKH thii goyaa
Ishrat Afreen
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
chashma-e-makr-o-riyaa shahro.n se duur
reg shab-bedaar hai suntii hai har jaabir kii chaap
Noon Meem Rashid
Nazm
sher bechaara
roz make-up kaa chaahiye saamaa.n
aur darkaar hai.n libaas bahut
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
siyasat
fareb-o-makr se apne ye har-suu qahr Dhaatii hai
siyaasat aaj-kal kii kaise kaise gul khilaatii hai
Rahbar Jaunpuri
Nazm
aaj ke munafiq
ye KHvaahisho.n ke pujaarii ye maslahat ke Gulaam
fareb-o-makr ke qisse munaafiqat ke naam
Nasira Zuberi
Nazm
tawaif
ai zan-e-naapaak fitrat-e-paikar-e-makr-o-riyaa
dushman-e-mehr-o-vafaa Gaarat-gar-e-sharm-o-hayaa