SEARCH RESULTS
Showing search results for "malaamat"
Nazm MATCHES FOR "malaamat"
Nazm
do ishq
chho.Daa nahii.n Gairo.n ne ko.ii naavak-e-dushnaam
chhuuTii nahii.n apno.n se ko.ii tarz-e-malaamat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
tumhaarii aa.nkh masarrat se jhuktii jaatii hai
na jaane aaj mai.n kyaa baat kahne vaalaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaad-e-aligarh
zamaana thaa vo ek haivaaniyat kaa
vo daur-e-malaamat thaa shaitaaniyat kaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
ahl-e-dil aur bhi hain
sar salaamat hai to kyaa sa.ng-e-malaamat kii kamii
jaan baaqii hai to paikaan-e-qazaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
KHilqat-e-shahr kii jaanib se malaamat kaa azaab
jis ne akasr mujhe hone kaa yaqii.n baKHshaa thaa
Mohsin Naqvi
Nazm
nasihat
hai sharmindagii us ke dil kaa ilaaj
sazaa aur malaamat kii kyaa ehtiyaaj
Ismail Merathi
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
umDii hai har ik samt se ilzaam kii barsaat
chhaa.ii hu.ii har daa.ng malaamat kii ghaTaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jashn ka din
hai intizaar-e-malaamat me.n naaseho.n kaa hujuum
nazar sambhaal ke jaa.o ki jashn kaa din hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
holi
karte hai.n ab malaamat KHurd-o-kabiir tujh ko
laa-haul pa.Dh ke shaitaan bolaa 'naziir' tujh ko
Nazeer Akbarabadi
Nazm
election
saudaa hai leaderii kaa jo dil ko sataa.e hai
''dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
tiflan ki to kuchh taqsir na thi
jab nikle kuu-e-malaamat me.n
ik GauGaa to ham ne bhii sunaa
Fahmida Riaz
Nazm
kai sal baad
mile ham jo ab ke ka.ii saal ba.ad
tumhe.n bhii malaamat mujhe bhii malaal
Nadeem Gullani
Nazm
tum kis se milne aae ho
sa.ng-e-malaamat jis par aa.e
mahfil kii mahfil jhuum uTThii