SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaate"
Nazm MATCHES FOR "manaate"
Nazm
eid
ham kabhii eid manaate the manaane kii tarah
ab to bas vaqt guzartaa hai to ho jaatii hai
Salahuddin Ayyub
Nazm
jashn-e-azadi
dil kii talqiinaat par pahle amal farmaa.iye
shauq se phir jashn-e-aazaadii manaate jaa.iye
Arsh Malsiyani
Nazm
diwali 1958
hai jitnii bhii daulat hame.n mil jaa.e vo saarii
tehvaar ye juu.e se manaate hai.n ju.aarii
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
parinde
baaGo.n me.n jab ashjaar pe gaate hai.n parinde
mausam kaa ko.ii jashn manaate hai.n parinde
Zeb Usmania
Nazm
nai nasl ka aaKHri nauha
navaazish jaan kar KHushiyaa.n manaate ho
kabhii tum an-ginat bhuukii nigaaho.n kii taraf dekho
Kailash Mahir
Nazm
aurat
biga.D kar ruuTh jaatii gar kabhii vo
KHushaamad kar ke phir kis ko manaate