SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaate"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "manaate"
Ghazal
ghuTan sii hone lagii us ke paas jaate hu.e
mai.n KHud se ruuTh gayaa huu.n use manaate hu.e
Azhar Iqbal
Sher
ghuTan sii hone lagii us ke paas jaate hu.e
mai.n KHud se ruuTh gayaa huu.n use manaate hu.e
Azhar Iqbal
Ghazal
tum apnii haalat-e-Gurbat kaa Gam manaate ho
KHudaa kaa shukr karo mujh se be-dayaar nahii.n
Jawad Sheikh
Ghazal
ruuThnaa bhii hai hasiino.n kii adaa me.n shaamil
aap kaa kaam manaanaa hai manaate rahiye
Hafeez Banarasi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "manaate"
Nazm
eid
ham kabhii eid manaate the manaane kii tarah
ab to bas vaqt guzartaa hai to ho jaatii hai
Salahuddin Ayyub
Ghazal
bhuultaa hii nahii.n vo marhala-e-raaz-o-niyaaz
ham manaate to ko.ii aur bhii ruuThaa jaataa
Qaisarul Jafri
Ghazal
ye kaun baaG me.n 'saahir' dikhaa.ii dene lagaa
ki phuul pe.D parinde KHushii manaate hai.n
Jahanzeb Sahir
Ghazal
shab bhar badan manaate rahe jashn-e-maahtaab
aa.ii sahar to jaise a.ndhero.n se bhar ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
minnat se manaate hai.n mujhe mai.n nahii.n mantaa
auza-e-malak dekh aur atvaar-e-gadaa dekh
Shefta Mustafa Khan
Mazahiya
Raja Mehdi Ali Khan
Ghazal
ham us ke zehn pe ik 'arsa tak savaar rahe
so baqiyaa 'umr yahii ik KHushii manaate hai.n
Abdullah Zreem
Ghazal
Irtiza Nishat
Ghazal
ga.e dino.n kaa manaate ho sog phir 'aabid'
hame.n yaqii.n hai na badloge apnii aadat ko
Aabid Jafri
Ghazal
ik tavaqqo' kaa bahar-haal bharam rakhte hai.n
ruuThne vaalo.n ko har baar manaate hu.e log
Anfal Rafiq
Ghazal
aisaa mahbuub hu.aa kaun ki ummat ke liye
ruuThte aap to allaah manaate jaate

