SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqsad-e-shaa.irii"
Nazm MATCHES FOR "maqsad-e-shaa.irii"
Nazm
jashn
bhuul kar maqsad-e-shaa.irii zehn me.n
'aish-o-'ishrat kii baato.n ko bone lage
Misdaque Azmi
Nazm
calendar ka KHauf
dilkashii se hai zindagii mahruum
maqsad-e-ziist bhii hai laa-maa'luum
Akhtar Bastavi
Nazm
da’wat-e-nagawar
ye mehmaa.n-daarii to mahaz ik zarii'aa hai
kaam-ravaa.ii hai teraa maqsad ai dost
Sada Ambalvi
Nazm
id ka din
ko.ii apnaa ho paraayaa ho gale sab se mile
mel ho sab se yahii to maqsad-e-islaam hai
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
tulsidas
is se hotaa hai kamaal-e-shaa.irii kaa inkishaaf
itne pechiida mataalib aur phir bhii itne saaf
Jagat Mohan Lal Ravan
Nazm
marsiya-e-tagore
mulk-e-suKHan kaa tujh saa farmaa.n-ravaa na dekhaa
duniyaa-e-shaa.irii kaa tujh saa KHudaa na dekhaa
Narayan Das Puri
Nazm
dastur sazi ki koshish
had to ye hai ahl-e-machhlii-shahr bhii karne lage
maahii-giirii chho.D kar din raat fikr-e-shaa.irii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
iqbaal
matl.a-e-mashriq pe chamkaa aaftaab-e-shaa.irii
har kiran jis kii banii taar-e-rabaab-e-shaa.irii
Maikash Akbarabadi
Nazm
pand-nama
mai se hotaa hai maqsad-e-dil faut
mai hai buniyaad-e-maulviyyat-o-maut
Josh Malihabadi
Nazm
salam
de kar razaa jo chehra-e-shabbiir zard hai
thii iltijaa-e-jang ye kis laala-faam kii