SEARCH RESULTS
Showing search results for "marja-e-aGyaar"
Nazm MATCHES FOR "marja-e-aGyaar"
Nazm
do-aba bast jalandhar
rai-zaado.n aur sardaaro.n kii KHaak-e-paak tuu
shaa.iraan-e-KHush-bayaa.n kaa marja-e-idraak tuu
Arsh Malsiyani
Nazm
korana angrez-parasti
vo apne zo.am me.n liberal hai.n yaa radical hai.n
magar hai.n qaum ke haq me.n ba-suurat-e-aGyaar
Ismail Merathi
Nazm
shikwa
taan-e-aGyaar hai rusvaa.ii hai naadaarii hai
kyaa tire naam pe marne kaa evaz KHvaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
zaifa
KHidmat-e-aGyaar se fursat ko.ii paataa nahii.n
sach hai apno.n par Gulaamo.n ko taras aataa nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar
Allama Iqbal
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
mere mahbuub vatan tere muqaddar ke KHudaa
dast-e-aaGyaar me.n qismat kii inaa.n chho.D ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
shair
phuul barsaataa hai apne dosto.n kii bazm me.n
aur giraataa hai saf-e-aGyaar par ye bijliyaa.n
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
shikwa
tuu ne kitno.n ko navaazaa hai karam se apne
mai.n to rahtii huu.n yahaa.n suurat-e-aGyaar faqat
Sadiqa Fatimi
Nazm
ahsan taqwim
iKHlaas ke motii se bharaa daaman-e-aGyaar
iqliim-e-jahaa.n me.n adl-o-raad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Nazm
ye hamara ghar hai
faraar ho kar dayaar-e-aGyaar me.n base.n
ham se ye na hogaa
Bilqis Zafirul Hasan
Nazm
watan
bazm-e-aGyaar me.n aaraam ye paa.e.nge kahaa.n
tujh se ham ruuTh ke jaa.e.n bhii to jaa.e.nge kahaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
aaram hai hamara
abhii to jam.a hai sarhad pe lashkar-e-aGyaar
abhii to aa.nkhe.n dikhaataa hai Gaasib-e-Gaddaar
Qais Jalandhari
Nazm
madar-e-hind
ruu-kash-e-charKH yahii gosha-e-dakan hai yahii
chashm-e-aGyaar me.n aa.iina-e-hairat hai yahii
Nabiul Hasan Shamim
Nazm
allama iqbaal
Gairat-e-iimaa.n jo tere soz ne bedaar kii
tah cha.Dhii jaatii hai phir se sheva-e-aGyaar kii
Shaheen Bhatti
Nazm
nanak
barahman sarshaar hai ab tak mai-e-pindaar me.n
sham-e-gautam jal rahii hai mahfil-e-aGyaar me.n