SEARCH RESULTS
Showing search results for "mausam-e-bahaar"
Nazm MATCHES FOR "mausam-e-bahaar"
Nazm
afkar pareshan
kyaa baat hai ki ab tire shero.n me.n ai 'bahaar'
vo soz vo ta.Dap vo haraarat nahii.n rahii
Ameer Chand Bahar
Nazm
bahaar ka mausam
ye lutf dekh dekh kar zabaa.n pe baar baar hai
ye mausam-e-bahaar hai ye mausam-e-bahaar hai
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
hubb-e-watan
aa.egii bahaar apne KHizaa.n-diida vatan me.n
big.De hu.e haalaat se ai dil na ho bezaar
Ameer Chand Bahar
Nazm
shair ke irade
denaa vatan pe jaan hayaat-e-davaam hai
ye raaz har bashar ko bataa kar rahuu.ngaa mai.n
Ameer Chand Bahar
Nazm
nazm
aur mausam-e-bahaar kaa aaGaaz ho jaataa hai
kaaGaz par tumhaare naam se ik bel phuuTtii hai
Mubashshir Ali Zaidi
Nazm
muddat ke baad
ab vo junuu.n rahaa hai na vo mausam-e-bahaar
baiThaa huu.n apnaa chaak-e-girebaa.n siye hu.e
Himayat Ali Shayar
Nazm
to kya wo raat Dhal gai
abhii to aamad-e-sahar kii ko.ii aas bhii nahii.n
abhii to mausam-e-bahaar aas-paas bhii nahii.n
Kazim Rizvi
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
fazaa mahakne lagii dil-navaaz phuulo.n se
dayaar-e-hind me.n fasl-e-bahaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
safar qalam ka
dekh kabhii to mausam-e-gul ko
patjha.D kii aavaazo.n me.n
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
shahid-e-millat-o-watan!
bahaar-e-shauq kii fazaa 'ajiib gul khilaa ga.ii
adaa-e-naaz-e-'aashiqii niyaaz ko sikhaa ga.ii
S. A. Rahman
Nazm
Tipu ki aawaz
maaraa hu.aa huu.n go KHalish-e-intizaar kaa
mushtaaq aaj bhii huu.n payaam-e-bahaar kaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
lazzat-e-irfan
Gam na kar hai naqiib-e-abr-e-bahaar
KHushkii-e-mausam-e-zamistaanii