SEARCH RESULTS
Showing search results for "miTaa.o"
Nazm MATCHES FOR "miTaa.o"
Nazm
KHun phir KHun hai
KHuun phir KHuun hai sau shakl badal saktaa hai
aisii shakle.n ki miTaa.o to miTaa.e na bane
Sahir Ludhianvi
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
sabhii nuquush-e-ahinsaa miTaa diye tum ne
rivaaj-kaar-e-mohabbat bhalaa diye tum ne
Nazish Partap Gadhi
Nazm
holi
vafaa ke phuul khilaa.o bahaar-e-holii hai
nazar nazar se milaa.o bahaar-e-holii hai
Jauhar Rahmani
Nazm
bite hue din
barsaat kii bahaaro mujh ko na ab sataa.o
jo KHud hii miT rahaa hai us ko na tum miTaa.o
Rabia Sultana Nashad
Nazm
jago aur jagao
aapas ke jhag.Do.n ko miTaa.o
jaago jaago sab ko jagaa.o
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
farman-e-KHuda
sulataani-e-jamhuur kaa aataa hai zamaana
jo naqsh-e-kuhan tum ko nazar aa.e miTaa do
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
sa.ng-basta pa.Dii thii
suraahii-o-miinaa-o-jaam-o-subuu aur faanuus o gul-daa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mai.n apnii ruuh kii har ik KHushii miTaa luu.ngaa
magar tumhaarii masarrat miTaa nahii.n saktaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
pyaar kii aaKHirii puu.njii bhii luTaa aayaa huu.n
apnii hastii ko bhii lagtaa hai miTaa aayaa huu.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
kis se mohabbat hai
mire chehre pe jab bhii fikr ke aasaar paa.e hai.n
mujhe taskiin dii hai mere andeshe miTaa.e hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
mauj ke daaman me.n phir us ko chhupaa detii hai ye
kitnii bedardii se naqsh apnaa miTaa detii hai ye
Allama Iqbal
Nazm
naya shiwala
aa Gairiyat ke parde ik baar phir uThaa de.n
bichh.Do.n ko phir milaa de.n naqsh-e-du.ii miTaa de.n
Allama Iqbal
Nazm
ramayan ka ek scene
soz-e-daruu.n se qalb o jigar ho ga.e kabaab
piirii miTii kisii kii kisii kaa miTaa shabaab