SEARCH RESULTS
Showing search results for "miTaa.o"
Ghazal MATCHES FOR "miTaa.o"
Ghazal
isii me.n merii tumhaarii najaat muzmar hai
ki mai.n banaa.uu.n tumhe.n aur tum miTaa.o mujhe
Irtiza Nishat
Ghazal
nafrate.n dil se miTaa.o to ko.ii baat bane
pyaar kii sham.e.n jalaa.o to ko.ii baat bane
Ashok Sawhny
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
barpaa kiyaa gayaa thaa Gariibii miTaa.o jashn
shaamil the is me.n shahr ke saare amiir log
Hosh Jaunpuri
Ghazal
qusuur-vaar na ho kar bhii tum miTaa.o use
'aniis' yaar ko.ii jab KHafaa nazar aa.e
Anis Dehlavi
Ghazal
mujhe aagahii kaa nishaa.n samajh ke miTaa.o mat
ye charaaG jalne lagaa hai is ko bujhaa.o mat
Yasmeen Hameed
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
zaraa nigaah uThaa.o ki Gam kii raat kaTe
nazar nazar se milaa.o ki Gam kii raat kaTe
Davarka Das Shola
Ghazal
mohabbat se karo chaaragarii dil kii
dilo.n se nafrate.n mil kar miTaa.o ab
Satish Dubey Satyarth
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
kisii kii yaad kii mash.al jalaa jalaa ke 'asar'
a.ndheraa Gam kaa miTaa.o ki ham Gazal kah le.n
Marghoob Asar Fatmi
Ghazal
ilm kii sham.a jalaa.ii hai bahut logo.n ne
zulmat-e-jahl miTaa.o to ko.ii baat bane
Azeez Moradabadi
Ghazal
kuchh to anjaam-e-mohabbat kii KHabar ho us ko
meraa madfan jo miTaa.o to kaduu saath rahe
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
ehsaas-e-vajuud-e-Gam-e-dil ko na miTaa.o
hai baa.is-e-taskii.n ye tamaashaa mire aage
Kalim Tahiri
Ghazal
kuduurato.n ko miTaa.o KHuluus-e-dil se milo
bharosa ziist kaa kyaa hai rahii rahii na rahii
Niyaz Ali Niyaz Qaisri
Ghazal
lakiir khii.ncho miTaa.o tumhe.n ijaazat hai
hamaare dil ko dukhaa.o tumhe.n ijaazat hai