SEARCH RESULTS
Showing search results for "miTvaa"
Nazm MATCHES FOR "miTvaa"
Nazm
farman-e-KHuda
sulataani-e-jamhuur kaa aataa hai zamaana
jo naqsh-e-kuhan tum ko nazar aa.e miTaa do
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mai.n apnii ruuh kii har ik KHushii miTaa luu.ngaa
magar tumhaarii masarrat miTaa nahii.n saktaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
pyaar kii aaKHirii puu.njii bhii luTaa aayaa huu.n
apnii hastii ko bhii lagtaa hai miTaa aayaa huu.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
mauj ke daaman me.n phir us ko chhupaa detii hai ye
kitnii bedardii se naqsh apnaa miTaa detii hai ye
Allama Iqbal
Nazm
naya shiwala
aa Gairiyat ke parde ik baar phir uThaa de.n
bichh.Do.n ko phir milaa de.n naqsh-e-du.ii miTaa de.n
Allama Iqbal
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
taa.ngo.n par barq-e-tabassum hai
baato.n kaa miiThaa tarannum hai
Meeraji
Nazm
yaad-e-aligarh
ko.ii husn-e-naahiid par mar miTaa thaa
ko.ii chashm-e-nargis kaa biimaar saa thaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
ramaen ka ek sin
soz-e-daruu.n se qalb o jigar ho ga.e kabaab
piirii miTii kisii kii kisii kaa miTaa shabaab
Chakbast Braj Narayan
Nazm
uTTho marne ka haq istimal karo
zulm ke hote amn kahaa.n mumkin yaaro
ise miTaa kar jag me.n amn bahaal karo
Habib Jalib
Nazm
madam
muflisii hiss-e-lataafat ko miTaa detii hai
bhuuk aadaab ke saa.ncho.n me.n nahii.n Dhal saktii
Sahir Ludhianvi
Nazm
jawahar-lal nehru
ham miTaa Daale.nge sarmaaya-o-mehnat kaa tazaad
ye aqiida ye iraada ye qasam le ke chalo
Sahir Ludhianvi
Nazm
ustad ka DanDa
kis qadar dete hai.n dukh ham ko ye haa.e DanDe
saarii duniyaa se KHudaa ab to miTaa de DanDe