SEARCH RESULTS
Showing search results for "mimbar"
Nazm MATCHES FOR "mimbar"
Nazm
do ishq
garje hai.n bahut shaiKH sar-e-gosha-e-mimbar
ka.Dke hai.n bahut ahl-e-hakam bar-sar-e-darbaar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dildar dekhna
KHaalii hai.n garche masnad o mimbar, niguu.n hai KHalq
ro.ab-e-qabaa o haibat-e-dastaar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid
taaq me.n sham.a ke aa.nsuu hai.n abhii tak baaqii
ab musallaa hai na mimbar na mu.azzin na imaam
Akhtarul Iman
Nazm
ali-bin-muttaqi roya
alii-bin-muttaqii masjid ke mimbar par kha.Daa
kuchh aayato.n kaa vird kartaa thaa
Zubair Rizvi
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
mimbar pe yuu.n to baiTh ke goshe me.n ai janaab
sab jaante hai.n va.az savaab-o-gunaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
ek din hazrat-e-faaruuq ne mimbar pe kahaa
kyaa tumhe.n hukm jo kuchh duu.n to karoge manzuur
Shibli Nomani
Nazm
pap
hamaarii eido.n ko tum se milne kii pyaas kitnii
kahaa.n chale the uThaa ke mimbar
Shahnaz Nabi
Nazm
dar-guzar
be-gunaahii kii sazaa thii ki vo sach kaa in.aam
rasan o daar ke mimbar pe biThaayaa mujh ko
Shaz Tamkanat
Nazm
kis shan se jite the yahan KHwar hue kyun
maKHduush hai.n kyuu.n mimbar-o-mehraab likho ab
sone jo nahii.n dete hai.n vo KHvaab likho ab
Tariq Qamar
Nazm
jahan dariya utarta hai
jahaa.n suulii ke mimbar par payambar baat karte hai.n
2
Akhtar Husain Jafri
Nazm
ye aankhen
kaliisaa ke dhu.aa.n dete hu.e har taaq me.n aa.nkhe.n
ye aa.nkhe.n mimbar-o-mehraab me.n aa.nkhe.n