SEARCH RESULTS
Showing search results for "munavaar"
Nazm MATCHES FOR "munavaar"
Nazm
nanak
sham-e-haq se jo munavvar ho ye vo mahfil na thii
baarish-e-rahmat hu.ii lekin zamii.n qaabil na thii
Allama Iqbal
Nazm
mere school
mere school mirii yaado.n ke paikar sun le
mai.n tire vaaste rotaa huu.n baraabar sun le
Munawwar Rana
Nazm
apni malka-e-suKHan se
shohrat kii bazm tujh se munavvar nahii.n magar
farq-e-gadaa pe taaj hai sultaa.n barahna-sar
Josh Malihabadi
Nazm
KHud-kalami
kyaa zaruurii hai ki milnaa hii muqaddar Thahre
kyaa zaruurii hai ki har roz mile.n ham dono.n
Munawwar Rana
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
tum yaad mujhe aa jaate ho
jab chaudhvii.n shab kaa chaa.nd nikal kar dahr munavvar kartaa hai
Behzad Lakhnavi
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
nazar kaa nuur hai biinaa.ii hai tuu
munavvar ho gayaa bin rang roGan
Chandra Shekhar Varma
Nazm
bhaarat ke musalman
tuu dard-e-mohabbat kaa talabgaar azal se
tuu mehr-o-muravvat kaa parastaar azal se
Jagan Nath Azad
Nazm
safed sach
us kii u.ngliyaa.n hamesha sach boltii hai.n
ba.Daa yaqiin thaa use apnii u.ngliyo.n par
Munawwar Rana
Nazm
aaKHiri sach
chehre tamaam dhu.ndle nazar aa rahe hai.n kyuu.n
kyuu.n KHvaab ratjago.n kii havelii me.n dab ga.e
Munawwar Rana
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
dhuum 'mahruum' kii hu.ii is me.n
aur 'munavaar' kii aan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
naya safar hai purane charag gul kar do
kahaa.n kaa mahr-e-munavvar kahaa.n kii tanviire.n
ki baam-o-dar pe siyaahii jhalak rahii hai abhii
Sahir Ludhianvi
Nazm
nanak
sham-e-haq se jo munavvar ho ye vo mahfil na thii
baarish-e-rahmat hu.ii lekin zamii.n qaabil na thii