SEARCH RESULTS
Showing search results for "murdan"
Nazm MATCHES FOR "murdan"
Nazm
shikwa
Tal na sakte the agar jang me.n a.D jaate the
paa.nv shero.n ke bhii maidaa.n se ukha.D jaate the
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
dasht me.n daaman-e-kohsaar me.n maidaan me.n hai
bahr me.n mauj kii aaGosh me.n tuufaan me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n ik khilaunaa hai insaa.n kii hastii
ye bastii hai murda-parasto.n kii bastii
Sahir Ludhianvi
Nazm
taj-mahal
murda-shaaho.n ke maqaabir se bahalne vaalii
apne taariik makaano.n ko to dekhaa hotaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
aawara
jii me.n aataa hai ye murda chaa.nd taare noch luu.n
is kinaare noch luu.n aur us kinaare noch luu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
ai sharif insano
ghar jalaanaa hii kyaa zaruurii hai
jang ke aur bhii to maidaa.n hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
wo
vo kitaab-e-husn vo ilm o adab kii taaliba
vo mohazzab vo mu.addab vo muqaddas raahiba
Jaun Eliya
Nazm
masjid-e-qurtuba
saaqi-e-rabaab-e-zauq faaras-e-maidaan-e-shauq
baada hai us kaa rahiiq teG hai us kii asiil