SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafas-soz"
Nazm MATCHES FOR "nafas-soz"
Nazm
funun-e-latifa
maqsuud-e-hunar soz-e-hayaat-e-abadii hai
ye ek nafas yaa do nafas misl-e-sharar kyaa!
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
ai tire soz-e-nafas se kaar-e-aalam ustuvaar
tuu ne jab chaahaa kiyaa har pardagii ko aashkaar
Allama Iqbal
Nazm
ruh-e-iqbaal se
terii nazar me.n hai tamaam raaz-e-hayaat qaum kaa
tere nafas se murta.ish raaz-e-hayaat qaum kaa
Jauhar Nizami
Nazm
sati
kab gavaaraa aah hai soz-e-Gam-e-shauhar tujhe
hai har ik taar-e-nafas ik shola-e-muztar tujhe
Suroor Jahanabadi
Nazm
siraj aurang-abaadi
jabiin-e-ziist pe marquum hai mirii aavaaz
ki tuu ne zinda kiye husn-o-ishq ke e.ajaaz
Maikash Akbarabadi
Nazm
aaine nazar ke gard hue
vo zehn-e-pareshaa.n larzaa.n thaa
ik dil kaa nagar so viiraa.n thaa
Sajida Zaidi
Nazm
bedar hona chahiye
nau-javaano ab hame.n bedaar honaa chaahiye
desh-sevaa ke liye tayyaar honaa chaahiye
Sardar Naubahar Singh Sabir Tohani
Nazm
hum log
soz-e-ehsaas hame.n naGma-saraa rakhtaa hai
sho.ala-KHuu sho.ala-nafas sho.ala-ba-jaa.n hai.n ham log
Ali Minai
Nazm
shri-kirishna
ye vo shab hai jo nasiihat hai zamaane ke liye
ye vo shab hai jo 'ibaadat hai zamaane ke liye
Bismil Allahabadi
Nazm
fasil-e-shab
daaman-e-dil pe Gubaar-e-rah-e-manzil hai abhii
paa-e-afkaar me.n deriina salaasil hai abhii
Qaisarul Jafri
Nazm
mohabbat
mohabbat KHaaliq-e-har-do-jahaa.n hai
mohabbat diin-e-fitrat kii zabaa.n hai