SEARCH RESULTS
Showing search results for "najaat"
Nazm MATCHES FOR "najaat"
Nazm
saza
mai.n ne ye kab kahaa thaa mohabbat me.n hai najaat
mai.n ne ye kab kahaa thaa vafaadaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
abhii giraanii-e-shab me.n kamii nahii.n aa.ii
najaat-e-diida-o-dil kii gha.Dii nahii.n aa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tumhaare Gam ke sivaa aur bhii to Gam hai.n mujhe
najaat jin se mai.n ik lahza paa nahii.n saktaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
saahir-al-muut ne tujh ko diyaa barg-e-hashiish
aur tuu ai be-KHabar samjhaa use shaaKH-e-nabaat
Allama Iqbal
Nazm
namaz
ye ek sajda jise tuu giraa.n samajhtaa hai
hazaar sajde se detaa hai aadmii ko najaat
Allama Iqbal
Nazm
aadha kamra
second hand shaa.iro.n se najaat chaahtaa hai
choro.n se saKHt naalaa.n hai
Sara Shagufta
Nazm
bachpan ka wo zamana
chehre pe aap ke hai.n jo be-shumaar shikne.n
aayaa mirii samajh me.n un se najaat paanaa
Abdul Qadir
Nazm
KHusha zamanat-e-gham
har ik ke saath rahe daulat-e-amaanat-e-Gam
ko.ii najaat na paa.e najaat se pahle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaum-e-azadi
pahaa.D kaT gayaa nuur-e-sahar se raat malii
KHudaa kaa shakar Gulaamii se to najaat malii
Siraj Lakhnavi
Nazm
izhaar
tuu ki thii us vaqt gum-naamii ke Gaaro.n me.n nihaa.n
mere ho.nTo.n hii ne dii tujh ko najaat
Noon Meem Rashid
Nazm
mann-o-salwa
najaat dilvaa sake.nge mashriq ko
Gair ke be-panaah biphre hu.e sitam se