SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqs"
Nazm MATCHES FOR "naqs"
Nazm
hindostan
naaquus se Garaz hai na matlab azaa.n se hai
mujh ko agar hai ishq to hindostaa.n se hai
Zafar Ali Khan
Nazm
aaina dekhna
aur phir le ke sa.ii kaa ruumaal
naqs jo jo ki jaa-ba-jaa dekhaa
Suraj Narayan Mehr
Nazm
shikwa
naqsh-e-tauhiid kaa har dil pe biThaayaa ham ne
zer-e-KHanjar bhii ye paiGaam sunaayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ab talak yaad hai qaumo.n ko hikaayat un kii
naqsh hai safha-e-hastii pe sadaaqat un kii
Allama Iqbal
Nazm
aurat
terii nazro.n pe hai tahziib o taraqqii kaa madaar
terii aaGosh hai gahvaara-e-nafs-o-kirdaar
Kaifi Azmi
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh motii Dhalke Dhalke se
kuchh naqsh ye hairaa.n hairaa.n se
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHwabon ke byopari
maaTii me.n maas kii khaad bharii
aur nas nas ko zaKHaamaayaa thaa
Ahmad Faraz
Nazm
saqi-nama
samajhte hai.n naadaa.n use be-sabaat
ubhartaa hai miT miT ke naqsh-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
farman-e-KHuda
sulataani-e-jamhuur kaa aataa hai zamaana
jo naqsh-e-kuhan tum ko nazar aa.e miTaa do
Allama Iqbal
Nazm
dard aaega dabe panw
shola-e-dard jo pahluu me.n lapak uTThegaa
dil kii diivaar pe har naqsh damak uTThegaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
kaT maraa naadaa.n KHayaalii devtaa.o.n ke liye
sukr kii lazzat me.n tuu luTvaa gayaa naqd-e-hayaat