SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasheman"
Nazm MATCHES FOR "nasheman"
Nazm
jawab-e-shikwa
jin ko aataa nahii.n duniyaa me.n ko.ii fan tum ho
nahii.n jis qaum ko parvaa-e-nasheman tum ho
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
KHudii kaa nasheman tire dil me.n hai
falak jis tarah aa.nkh ke til me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
jhuulo.n kaa nasheman hotaa hai
umDe hu.e baadal hote hai.n
Akhtar Shirani
Nazm
mulaqat
yaksaa.n hai.n mirii jaan qafas aur nasheman
insaan kii tauqiir yahaa.n hai na vahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
nama-e-jaanan
ab qafas hii ko nasheman kaa badal jaan liyaa
ab kahaa.n taaqat-e-parvaaz paro.n me.n apne
Ahmad Faraz
Nazm
jawab-e-shikwa
nahii.n jin mardo.n ko parvaa-e-nasheman tum ho
achchhii lagtii hai jise roz hii uljhan tum ho
Nashtar Amrohvi
Nazm
qaht-e-bangal
sayyaad ne luuTaa thaa anaadil kaa nasheman
sayyaad kaa jalte hu.e ghar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
visal
phir hu.aa ye ki usii aag kii aisii rau me.n
ham to jalte the magar us kaa nasheman bhii jalaa
Mustafa Zaidi
Nazm
chhabbis january
be-KHauf be-niyaaz-e-sayyaad ho ga.e ham
phir bas gayaa nasheman aabaad hoga.e ham
Tilok Chand Mahroom
Nazm
gulzar-e-watan
murGaan-e-baaG kaa ho us shaaKH par nasheman
pahu.nche na haath jis tak sayyaad-e-aasmaa.n kaa