SEARCH RESULTS
Showing search results for "nidaan"
Nazm MATCHES FOR "nidaan"
Nazm
barsat ki bahaaren
chhalnii hu.ii aTaarii koThaa nidaan Tapkaa
baaqii thaa ik usaaraa so vo bhii aan Tapkaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq! KHudaaraa! rahm-o-karam ma.asuum hai.n ham naadaan hai.n ham
Akhtar Shirani
Nazm
tarana-e-hindi
'iqbaal' ko.ii mahram apnaa nahii.n jahaa.n me.n
maaluum kyaa kisii ko dard-e-nihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
la-ilaha-illallah
KHudii kaa sirr-e-nihaa.n laa-ilaaha-illallaah
KHudii hai teG fasaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
diwangi rahe baqi
tuu is tarah se mirii zindagii me.n shaamil hai
jahaa.n bhii jaa.uu.n ye lagtaa hai terii mahfil hai
Nida Fazli
Nazm
saqi-nama
samajhte hai.n naadaa.n use be-sabaat
ubhartaa hai miT miT ke naqsh-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
dua
ishq kaa sirr-e-nihaa.n jaan-e-tapaa.n hai jis se
aaj iqraar kare.n aur tapish miT jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaa.n-zaad nau saal pahle
tuu naadaa.n thii lekin tujhe ye KHabar thii
Noon Meem Rashid
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aah Gaafil maut kaa raaz-e-nihaa.n kuchh aur hai
naqsh kii naa-paa.edaarii se ayaa.n kuchh aur hai
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
nihaa.n hai terii mohabbat me.n ra.ng-e-mahbuubii
ba.Dii hai shaan ba.Daa ehtiraam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
chorii pe aa ke Daale hii muflis ke dhyaan ko
aaKHir nadaan bhiik ma.ngaatii hai muflisii