SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-ishq"
Nazm MATCHES FOR "nigah-e-ishq"
Nazm
aurat
KHvaab-e-nigah-e-ishq kii ta.abiir hai aurat
mardo.n ke liye husn kii zanjiir hai aurat
Rahbar Jaunpuri
Nazm
shair ki tamannaen
fareb-e-husn detaa diida-e-kor-e-tamanna ko
nigaah-e-dil-nashii.n ban kar adaa-e-dilsitaa.n ho kar
Ahsan Ahmad Ashk
Nazm
mahatma gandhi
sitam se ruuh-e-sadaaqat kabhii na haaregii
nigaah-e-ishq tujhe taa-abad pukaaregii
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
ai dost
nigaah-e-‘ishq me.n ye imtiyaaz kaisaa hai
gulo.n kii bazm me.n KHaaro.n ko chuum le uTh kar
Bismil Dehlavi
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
nigaah ko thii magar miir-e-kaarvaa.n kii talaash
nazar jo uTThii to dekhaa ki ek mard-e-faqiir
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
maqsud-e-ulfat
ye agar sach hai to jaa mujh se mohabbat mat kar
nigah-e-ishq ruKH-e-mahr-e-jahaa.n-taab pe Daal
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
dil-ashob
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
tiraa naam o maqaam jo puuchhaa, ha.ns kar Taal gayaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
darbar1911
jaame se baahar nigaah-e-naaz-e-fattaahaan-e-hind
hadd-e-qaanuunii ke andar honorablo.n kii qataar
Akbar Allahabadi
Nazm
fikr-e-ashiyan
chaman vaalo vafaa.o.n par tum apnii naaz karte ho
nigaah-e-kaj-adaa-e-baaGbaa.n kuchh aur kahtii hai
Razi Badayuni
Nazm
dilli aur hum
ham pe rahtii hai nigaah-e-shafqat-e-ahl-e-nazar
mahfil-e-sher-o-adab me.n jaane-pahchaane hai.n ham
Talib Chakwali
Nazm
tiflan ki to kuchh taqsir na thi
aur kitnii sadiyo.n baa'd milii
ye ek nigaah-e-mehr-o-saKHaa
Fahmida Riaz
Nazm
mirza ghaalib
haa.e ab kyaa ho ga.ii hindostaa.n kii sar-zamii.n
aah ai nazzaara-aamoz-e-nigaah-e-nukta-bii.n
Allama Iqbal
Nazm
amir-KHusraw
falsafii kii nigaah-e-baa-maqsad
aarzuu.o.n kaa dil-nashii.n unvaa.n