SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-ishq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nigah-e-ishq"
Ghazal
nigaah-e-ishq me.n taabindagii nahii.n miltii
charaaG-e-husn se ab raushnii nahii.n miltii
Raz Chandpuri
Sher
nigaah-e-ishq dil-e-zinda kii talaash me.n hai
shikaar-e-murda sazaa-vaar-e-shaahbaaz nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
aisii nigaah-e-ishq mire dil pe Daal de
mere vujuud ko jo musalsal jamaal de
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
Talha Rizvi Barq
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "nigah-e-ishq"
MORE MATCHES FOR "nigah-e-ishq"
Ghazal
nigaah-e-ishq me.n shaah-o-gadaa baraabar hai.n
nigaah-e-ishq ko.ii imtiyaaz kyaa jaane
Sharib Lakhnavi
Ghazal
ai 'ashk' zindagii me.n na puuchhii kisii ne baat
ab KHaak chuumte hai.n hamaare mazaar kii
Ashk Amritsari
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
taraddud me.n hai mere zab.h ke ai 'ishq' vo ab tak
nigaah-e-naaz se bismil hu.aa jallaad kyaa jaane
Ishq Aurangabadi
Ghazal
log rote bhii hai.n turbat me.n luTaa kar ai 'ashk'
aur siine pe bhii ik sa.ng-e-giraa.n rakhte hai.n
Ashk Rampuri
Ghazal
ashk' apne siina-e-pur-KHuu.n me.n sail-e-ashk bhii
rok rakhtaa huu.n jigar ke KHuun kii tahliil tak
Ashk Amritsari
Sher
kahaa.n ke ishq-o-mohabbat kidhar ke hijr o visaal
abhii to log taraste hai.n zindagii ke liye
Zehra Nigaah
Nazm
aurat
KHvaab-e-nigah-e-ishq kii ta.abiir hai aurat
mardo.n ke liye husn kii zanjiir hai aurat