SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-surma-saa"
Nazm MATCHES FOR "nigah-e-surma-saa"
Nazm
kaifiyat
ai nigaah-e-mast apnaa saa hii mastaana banaa
mai banaa de ruuh ko aur jaa.n ko paimaana banaa
Ashraf Baqri
Nazm
jamal
napaa-tulaa saa tabassum jachii hu.ii sii nazar
sanii sanii sii vo palke.n Gubaar-e-surmaa me.n
Masud Husain Khan
Nazm
nargis-e-mastana
tujh ko nigah-e-yaar! qasam mere junuu.n kii
naaseh ko bhii meraa hii saa diivaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
nigah-e-baz-gasht
aaj thii mere muqaddar me.n ajab saa.at-e-diid
aaj jab merii nigaaho.n ne pukaaraa tujh ko
Majeed Amjad
Nazm
naghma-e-dehli
dekho nigah-e-shauq se dehlii ke nazaare
tahziib kii jannat hai ye jamunaa ke kinaare
Rifat Sarosh
Nazm
sar-e-rahe
guzar rahaa thaa lakhna.uu kii ek shaahraah se
nazar ulajh ke rah ga.ii nigaah-e-mehr-o-maah se
Iqbal Umar
Nazm
mathe ka jhumar
shahnaa.ii bajaataa hu.aa ik nanhaa saa machchhar
pahu.nchaa kisii maidaan me.n naale se nikal kar
Abdul Qadir
Nazm
kirae ka makan
nigaah-e-Gair se sharmaa ga.ii vo
miyaa.n chuuhe se phir Takraa ga.ii vo
Qazi Ghulam Mohammad
Nazm
man ki mohabbat
ik nigaah-e-lutf se mahruum rakkhaa hai mujhe
is se ba.Dh kar aur tauhiin-e-vafaa mumkin nahii.n
Nabiul Hasan Shamim
Nazm
wo harf-e-tanha
hame.n mu.arraa ke KHvaab de do
(ki sab ko baKHshe.n ba-qadr-e-zauq-e-nigah tabassum)
Noon Meem Rashid
Nazm
shikast-e-husn
kho.e hu.e hai.n sar ko jhukaa.e hu.e hai.n aap
jaise ki baar-e-ishq uThaa.e hu.e hai.n aap