SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-surma-saa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nigah-e-surma-saa"
Ghazal
ek ik kar ke sabhii saathii puraane kho ga.e
jo bachaa hai vo nigaah-e-surmaa-saa le jaa.egii
Aashufta Changezi
Ghazal
halqe hai.n chashm-haa-e-kushaada ba-suu-e-dil
har taar-e-zulf ko nigah-e-surma-saa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
PAGE MATCHES FOR "nigah-e-surma-saa"
MORE MATCHES FOR "nigah-e-surma-saa"
Ghazal
'suruur' hazrat-e-Gaalib ke rang me.n bhii kabhii
hikaayat-e-karam-e-chashm-e-surma-saa kahiye
Suroor Barabankvi
Ghazal
mai.n aashiq-e-chashm-e-surma-saa huu.n
gar KHaak bhii huu.n to tuutiyaa huu.n
Meer Kallu Arsh
Ghazal
ik nazar tuu ne na dekhaa bismilaan-e-zaar ko
log teraa zikr-e-chashm-e-surma-saa karte rahe
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
mahshar bhii ek saf.ha-e-bazm-e-KHayaal hai
a.amaal-naama-e-nigah-e-surma saa hai kyaa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
ghaTaa chhaa.ii hu.ii hai mai-kade par
ye kaifiyyat hai chashm-e-surma-saa kii
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
zauq-e-nazzaara ne kiyaa hai KHaak
surma huu.n chashm-e-surma-saa ke liye
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
tumhe.n shor-e-fuGaa.n se mere kyaa kaam
KHabar lo apnii chashm-e-surma-saa kii