SEARCH RESULTS
Showing search results for "nose"
Nazm MATCHES FOR "nose"
Nazm
shikwa
safha-e-dahr se baatil ko miTaayaa ham ne
nau-e-insaa.n ko Gulaamii se chhu.Daayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
safha-e-dahr se baatil ko miTaayaa kis ne
nau-e-insaa.n ko Gulaamii se chhu.Daayaa kis ne
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
ye aalam ye but-KHaana-e-chashm-o-gosh
jahaa.n zindagii hai faqat KHurd o nosh
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
fitrat-e-askandarii ab tak hai garm-e-naa.o-nosh
bechtaa hai haashmii naamuus diin-e-mustafaa
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aql jis se sar-ba-zaanuu hai vo muddat in kii hai
sarguzisht-e-nau-e-insaa.n ek saa.at un kii hai
Allama Iqbal
Nazm
taaruf
huur o Gilmaa.n kaa yahaa.n zikr nahii.n
nau-e-insaa.n kaa parastaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mujhe sochne de
nau-e-insaa.n me.n ye sarmaaya o mehnat kaa tazaad
amn o tahziib ke parcham tale qaumo.n kaa fasaad
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
hai ko.ii apnii qaum kaa hamdard
nau-e-insaa.n kaa samjhe.n jis ko fard
Altaf Hussain Hali
Nazm
wirsa
nau-e-insaa.n ke shab-o-roz kii taqdiir nahii.n
ye vatan terii mirii nasl kii jaagiir nahii.n