SEARCH RESULTS
Showing search results for "paadar"
Nazm MATCHES FOR "paadar"
Nazm
jawab-e-shikwa
but-shikan uTh ga.e baaqii jo rahe but-gar hai.n
thaa braahiim pidar aur pisar aazar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
yaad
duur ufuq paar chamaktii hu.ii qatra qatra
gir rahii hai tirii dildaar nazar kii shabnam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sab maya hai
kyuu.n dard ke naame likhte likhte raat karo
jis saat samundar paar kii naar kii baat karo
Ibn۔e۔Insha
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
jab qatl hu.aa sur saazo.n kaa
jab kaal pa.Daa aavaazo.n kaa
Ahmad Faraz
Nazm
KHwabon ke byopari
kuchh baKHt me.n Dhero.n kaalak thii
kuchh ab ke Gazab kaa kaal pa.Daa
Ahmad Faraz
Nazm
nazm
jis kaa Dar thaa mujhe maa'luum pa.Daa logo.n se
phir vo KHush-baKHt palaT aaya tirii duniyaa me.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
aadmi-nama
aur us me.n jo pa.Daa hai so hai vo bhii aadmii
baiThe hai.n aadmii hii dukaane.n lagaa lagaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
terii binaa paa.edaar tere sutuu.n be-shumaar
shaam ke sahraa me.n ho jaise hujuum-e-nuKHiil
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri KHat
maazii pe nadaamat ho tumhe.n yaa ki masarrat
KHaamosh pa.Daa so.egaa vaamaa.nda-e-ulfat