aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "paag"
aaj ke naamauraaj ke Gam ke naamaaj kaa Gam ki hai zindagii ke bhare gulsitaa.n se KHafaazard patto.n kaa banzard patto.n kaa ban jo miraa des haidard kii anjuman jo miraa des haiclerko.n kii afsurda jaano.n ke naamkirm-KHurda dilo.n aur zabaano.n ke naampost-mano.n ke naamtaa.nge vaalo.n kaa naamrail-baano.n ke naamkaar-KHaano.n ke bhuuke jiyaalo.n ke naambaadshaah-e-jahaa.n vaalii-e-maa-sivaa, naa.eb-ul-allaah fil-arzdahqaa.n ke naamjis ke Dhoro.n ko zaalim ha.nkaa le ga.ejis kii beTii ko Daaku uThaa le ga.ehaath bhar khet se ek a.ngusht paTvaar ne kaaT lii haiduusrii maaliye ke bahaane se sarkaar ne kaaT lii haijis kii pag zor vaalo.n ke paa.nv-taledhajjiyaa.n ho ga.ii haiun dukhii maa.o.n ke naamraat me.n jin ke bachche bilakte hai.n aurnii.nd kii maar khaa.e hu.e baazu.o.n me.n sambhalte nahii.ndukh bataate nahii.nminnato.n zaariyo.n se bahalte nahii.n
mai.n tirii yaad ko siine se lagaa.e guzraaajnabii shahr kii mashGuul guzar gaaho.n sebevafaa.ii kii tarah phailii hu.ii raaho.n sena.ii tahziib ke aabaad bayaabaano.n sedast-e-mazduur pe ha.nste hu.e aivaano.n semai.n tirii yaad ko siine se lagaa.e guzraagaa.nv kii do-pahrii dhuup ke sannaaTo.n seKHushk nahro.n ke kinaaro.n pe thakii chhaa.nv seapne dil kii tarah ro.ii hu.ii pag-DanDii semai.n tirii yaad ko siine se lagaa.e pahu.nchaabastiyaa.n chho.D ke tarse hu.e viiraano.n me.ntalKHii-e--dahr sameTe hu.e mai-KHaano.n me.nKHuun-e-insaan pe palte hu.e insaano.n me.njaane pahchaane hu.e logo.n me.n an-jaano.n me.nmai.n tirii yaad ko siine se lagaa.e pahuu.nchaaapne ahbaab tire Gam ke parastaaro.n me.napnii ruuThii hu.ii taqdiir ke Gam-KHvaaro.n me.napne ham-manzil-o-ham-raasta fankaaro.n me.naur fankaar kii saa.nso.n ke KHariidaaro.n me.nmai.n tirii yaad ko siine se lagaa.e pahu.nchaaye samajh kar ki ko.ii aa.nkh idhar uTThegiimerii maGmuum nigaahii ko mujhe samjhegiilekin a dost ye duniyaa hai yahaa.n teraa Gamek insaan ko taskiin bhii de saktaa haiek insaan kaa aaraam bhii le saktaa haiKHuu.n me.n Duubii hu.ii tahriir bhii ban saktaa haiek fankaar kii taqdiir bhii ban saktaa haisaarii duniyaa ke magar kaam nahii.n aa saktaasab ke ho.nTo.n pe tiraa naam nahii.n aa saktaa
Dastii hai.n suuraj kii kirne.n chaa.nd jalaa.e jaanpag pag maut ke gahre saa.e jiivan maut samaanchaaro.n or havaa phirtii hai le ke tiir kamaanbagiyaa lahuuluhaan
ab!mere saathii hii mujh parpag pagpatthar phe.nk rahe hai.nshaayad vomere chehre me.n apnaa chehra dekh rahe hai.n
ayodhya! sar uThaaaur dekh le mujh kothake qadmo.n se ab terii hii jaanib aa rahaa huu.n mai.nsafar taariik haipag pag pe Thokar khaa rahaa huu.n mai.nmujhe aavaaz de ghabraa rahaa huu.n mai.ntirii KHaatir jo barso.n se chhupaa rakkhaa hai dil me.nvo ujaalaa laa rahaa huu.n mai.nayodhya!aa rahaa huu.n mai.n
laa.nbii palko.n vaalii la.Dkiimujh se pahle ek sitaar-navaaz ke paas bhii jaatii thiius ke rasiile naGmo.n par naagan kii tarah lahraatii thiius kii taano.n aur palTo.n par dhu.aa.n dhu.aa.n ho jaatii thiime.nDh jidhar le jaatii thii us samt ravaa.n ho jaatii thiigiit ke lai ba.Dhte hii tund baguula ban jaatii thiitakte takte goyaa ek hayuulaa saa ban jaatii thiisampar daayaa.n paa.nv zamii.n par maar ke vo ruk jaatii thiiruk kar yuu.n lahraa kar girtiijaise ko.ii kaa.nch kaa pyaalahaath se chhuuTechhan se TuuTegir kar uThtiiuTh kar yuu.n jhuk jaatii thiijaise ko.ii ban-baasii deviikarmo.n kaa phal bhog chukii hodevtaa ke charno.n me.n jhukii homastii me.n Dag bharne vaaliisambhal sambhal pag bhartii thiiThanDii aa.he.n bhartii thiiaisaa zaahir kartii thiijaise us par martii thiitakte hii takte vo ek hayuulaa saa ban jaatii thiius ke rasiile naGmo.n par naagin kii tarah lahraatii thii
mere baap ne marte dam bhiimujh se bas ye baat kahii thiigardan bhii u.D jaa.e meriisach boluu.n mai.n jhuuT na boluu.nus din se mai.n aaj ke din takpag pag jhuuT se Takkar letaasach ko reza reza kartaaapne dil ko in rezo.n se chhalnii kartaaKHuun me.n lat-pat ghuum rahaa huu.naur miraa daaman hai KHaaliilekin ab mai.n thak saa gayaa huu.nbargad kii chhaayaa me.n baiThaa kitnii der se soch rahaa huu.nkyuu.n na jhuuT se haath milaa luu.naur chupke se qabr pe apne baap kii jaa kar itnaa kah duu.ntum jhuuTe the
hai naach kii mahfil aa.ngan me.nhai saaz khanaktaa jhaa.njhan me.n'ramdayyaa' jab pag dhartii hai'sarjuu' KHush hotaa hai man me.n
pyaaraa desh hamaaraa bhaaratsaare jag se nyaaraa bhaaratkoh-e-himaala is kaa darbaa.nduudh kii har-jaa bahtii nadiyaa.nmast fazaa me.n amrit barsepyaarii dhartii sonaa aglesab mausam hai.n paavan is me.nsardii garmii saavan is me.no.Dhe himaala barf kii chaadaris ke charan dhotaa hai saagarpag pag par yuu.n jiit hai is kiipyaar mohabbat riit hai is kiihindii is me.n urdu is me.nbhaashaa bhaashaa jaaduu is me.njaan luTaa de.nge ham is parshaan ba.Dhaa.e.nge sab mil karkabhii na hogaa sar KHam is kaasah ra.ngaa hai parcham is kaa
ga.ngaa dariyaa kii lahro.n kii ra.anaa.ii kaa kyaa kahnaakaisaa pyaaraa pyaaraa hai is kaa bal khaa khaa kar bahnaakoh-e-himaala kii uu.nchii jhiilo.n se nikal kar aataa haivaadiyo.n aur nashebo.n me.n tezii se chal kar aataa haita.Dtaa mu.Dtaa girtaa pa.Dtaa aage ba.Dhtaa rahtaa haipag pag par is kaa pal pal me.n paanii cha.Dhtaa rahtaa haijharnaa ban ban kar girne me.n manzar KHuub dikhaataa haipighlii hu.ii chaa.ndnii kii chaadar patthar par phailaataa haimaidaano.n me.n aa kar dhiimii dhiimii chaal se chaltaa hailahraataa hai iThlaataa hai bal khaataa hai machaltaa haius kii pyaarii pyaarii lahre.n dekh ke dil lahraataa haivo bhii paanii ke dhaare ke saath hii bahtaa jaataa haiis kii pyaarii shobhaa dekh ke sab nar naarii jiite hai.naa.nkho.n hii aa.nkho.n me.n is bahte amrit ko piite hai.nchhoTe chhoTe aur bhii dariyaa is me.n milte jaate hai.njaise bachche humak humak kar maa.n kii god me.n aate hai.nye bhii apnii godii me.n in sab ko pyaar se letaa haichho.D ke vo is ko nahii.n jaate kuchh aisaa sukh detaa haiis dariyaa se niklii hai.n aisii pyaarii pyaarii nahre.ndil ko lubhaane vaalii hai.n jin kii baa.nkii baa.nkii lahre.nkartii hai.n sairaab ye nahre.n bhaarat ke maidaano.n kotaaqat ye de detii hai.n laakho.n kamzor kisaano.n kolaakho.n hii biighe khetii hotii hai in se harii-bhariija.ngal sahraa khet chaman bante hai.n in se sabz-pariiin nahro.n kii harakat se zarKHez zamii.n ho jaatii haiin nahro.n kii barakat se zar-rez zamii.n ho jaatii hainahre.n ye laakho.n hii insaano.n ke dil kaa sahaaraa hai.nnahre.n ye sab un kii aashaa.o.n kaa bahtaa dhaaraa hai.nbahte rahnaa is kaa nit ye baat bataataa rahtaa haijo paiham kuchh kartaa hai phal is kaa paataa rahtaa haibhaarat kii KHidmat se is ne itnii azmat paa.ii haiKHidmat kar ke KHidmat kii KHuub is ne raah dikhaa.ii haiham bhii apnii koshish se sarsabz banaa.e.n bhaarat kopaabandii kii zillat se aazaad karaa.e.n bhaarat koga.ngaa dariyaa kyaa hai 'nayyar' ye allaah kii rahmat haiga.ngaa dariyaa kyaa hai hamaare des ke haq me.n ne.amat hai
zaahid-e-KHushk huu.n duniyaa me.n na puuchho mujh kodekhnaa ho to kisii pag pe kisii pe.D ke niiche jis kiiek bhii shaaKH na patto.n se harii ho dekhoyaa kisii naav me.n jopaar jaatii hu.ii ruuho.n se bharii ho dekhopaar jaanaa hai mujhebahte paanii se udhar duur jahaa.nek vaadii hai jo viiraan bhii KHaamosh bhii haiek devii ne vahaa.n ghaas ugaa rakkhii hai
a.ndhiyaare kii kaalii maTiyaa man ko phaa.De khaa.e.nshamshaano.n ke haagh Dakaare.n andhe ku.n.e.n bulaa.e.npagDanDii ke shesh naag jii pag pag Daste jaa.e.npe.D raakshas baadal raavan ghar bhutne ban jaa.e.n
chup chup apne chup begaane narsinghe KHaamoshapnii rekhaa lekh kii haanii yaa karmo.n kaa doshaashaa.o.n kii phulvaarii me.n phuuTii ka.Dvii belpaale-pose bin lahraa.ii alha.D aur anelprem lataa kii sundartaa me.n jaag uThe armaanapne paraa.e saajan ban kar aa.e nazar insaanka.Dvii bel me.n baiThe phal aane kii jab rut aa.iibaaje-gaaje guu.nj uThe aur bajne lagii shahnaa.iimaa.n mausii aur sang sakhiyo.n ne shuguun shuguun manaa.eDomiino.n ne rang rachaayaa chhelab sohle gaa.eshubh din aayaa aaj sakhii riishubh din aayaa aajchaakar ban kar aa.e kha.De hai.ndekh sakhii tuu raajmere liye ye dilkash sohle bin ga.e ronaa raagshahnaa.ii me.n Duub gayaa jab us kaa aap tyaagjiivan pag par pahle Dag me.n dekh ke apnii Tho.Dpalluu thaam kar chalii baavrii haath paraa.e Dor
kheto.n kii pagDanDii pardo nanhe nanhe paa.nvharii ghaas se uljhe.nbhaagte jaa.e.n bhaagte jaa.e.nruk kar dekhe.nchaa.nd nagar me.n baiThii bu.Dhiyaako.ii raag alaapechhan chhan kartesaare ghu.nghruuek taal se bole.nbuujho bachcho merii paheliikyaa hai is kaa bhedbaadal kii khi.Dkii sesaare taare girte jaa.e.naur jugnuu ban jaa.e.nduur kha.De do pyaare bachcheho.nTo.n me.n batlaa.e.niThlaa.e.n sharmaa.e.nkheto.n kii pag-DanDii pardo nanhe nanhe paa.nv
gangaa dariyaa kii lahro.n kii ra.anaa.ii kaa kyaa kahnaakaisaa pyaaraa pyaaraa hai is kaa bal khaa-khaa kar kahnaakoh-e-himaala kii uu.nchii jhiilo.n se nikal kar aataa haivaadiyo.n aur nashebo.n me.n tezii se chal kar aataa haila.Dtaa mu.Dtaa girtaa pa.Dtaa aage ba.Dhtaa rahtaa haipag-pag par is kaa pal-pal me.n paanii cha.Dhtaa rahtaa haijharnaa ban-ban kar girne me.n manzar KHuub dikhaataa haipighlii hu.ii chaa.ndii kii chaadar patthar par phailaataa haimaidaano.n me.n aakar dhiimii dhiimii chaal se chaltaa hailahraataa hai iThlaataa hai bal khaataa hai machaltaa haiis kii pyaarii pyaarii lahre.n dekh ke dil lahraataa haivo bhii paanii ke dhaare ke saath hii bahtaa jaataa haiis kii pyaarii shobhaa dekh ke sab nar-naarii jiite hai.naa.nkho.n hii aa.nkho.n me.n is bahte amrit ko piite hai.nchhoTe-chhoTe aur bhii dariyaa is me.n milte jaate hai.njaise bachche humak humak kar maa.n kii god me.n aate hai.nis dariyaa se niklii hai.n aisii pyaarii pyaarii nahre.ndil ko lubhaane vaalii hai.n jin kii baa.nkii baa.nkii lahre.nkartii hai.n sairaab ye nahre.n bhaarat ke maidaano.n kotaaqat ye de detii hai.n laakho.n kamzor kisaano.n kolaakho.n hii biighe khetii hotii hai is se harii-bhariijangal sahraa khet chaman bante hai.n in se sabz-pariinahre.n ye laakho.n hii insaano.n ke dil kaa sahaaraa hai.nnahre.n ye sab un kii aashaa.o.n kaa bahtaa dhaaraa hai.nbahte rahnaa is kaa nit ye baat bataataa rahtaa haijo paiham kuchh kartaa hai phal us kaa paataa rahtaa haibhaarat kii KHidmat se is ne itnii azmat paa.ii haiKHidmat kar ke KHidmat kii KHuub is ne raah dikhaa.ii haiham bhii apnii koshish se sarsabz banaa.e.n bhaarat koaapas ke sab jhag.De se aazaad karaa.e.n bhaarat kogangaa dariyaa kyaa hai 'nayyar' ye allah kii rahmat haigangaa dariyaa kyaa hai hamaare des ke haq me.n ne.amat hai
na jaane aariba kyuu.n aa.e kyuu.n musta.araba aa.emuzir ke log to chhaane hii vaale the so vo chhaa.emire jad haashim-e-aalii ga.e gazza me.n dafnaa.emai.n naaqe ko pilaa.uu.ngaa mujhe vaa.n tak vo le jaa.eliduu lilmauti vabnuu lilhizaabi san KHaraabaatiivo mard-e-uus kahtaa hai haqiiqat hai KHuraafaatiiye zaalim tiisraa paig ik aqaaniimii bidaayat haiuluuhii harzaa-farmaa.ii kaa sirr-e-tuur-e-luknat haibhalaa huurab kii jhaa.Dii kaa vo ramz-e-aatishii.n kyaa thaamagar huurab kii jhaa.Dii kyaa ye kis se kis kii nisbat haiye nisbat ke bahut se qaafiye hai.n hai gilaa is kaamagar tujh ko to yaaraa! qaafiyo.n kii be-tarah lat haigumaa.n ye hai ki shaayad bahr se KHaarij nahii.n huu.n mai.nzaraa bhii haal ke aaha.ng me.n haarij nahii.n huu.ntanaa-tan tan tanaa-tan tan tanaa-tan tan tanaa-tan tantanaa-tan tan nahii.n mehnat-kasho.n kaa tan na pairaahanna pairaahan na puurii aadhii roTii ab rahaa saalanye saale kuchh bhii khaane ko na paa.e.n gaaliyaa.n khaa.e.nhai in kii be-hisii me.n to muqaddas-tar haraamii-pan
daliil-e-sub.h-e-raushan hai sitaaro.n kii tunuk-taabiiufuq se aaftaab ubhraa gayaa daur-e-giraa.n-KHvaabiiuruuq-murda-e-mashriq me.n KHuun-e-zindagii dau.Daasamajh sakte nahii.n is raaz ko siinaa o faaraabiimusalmaa.n ko musalmaa.n kar diyaa tuufaan-e-maGrib netalaatum-haa-e-dariyaa hii se hai gauhar kii sairaabiiataa momin ko phir dargaah-e-haq se hone vaalaa haishikoh-e-turkamaanii zehn hindii nutq aaraabiiasar kuchh KHvaab kaa Guncho.n me.n baaqii hai tuu ai bulbulnavaa-raa talKH-tarmii zan chuu zauq-e-naGma kam-yaabiita.Dap sehn-e-chaman me.n aashiyaa.n me.n shaaKH-saaro.n me.njudaa paare se ho saktii nahii.n taqdiir-e-siimaabiivo chashm-e-paak hai.n kyuu.n ziinat-e-bar-gustavaa.n dekhenazar aatii hai jis ko mard-e-Gaazii kii jigar-taabiizamiir-e-laala me.n raushan charaaG-e-aarzuu kar dechaman ke zarre zarre ko shahiid-e-justujuu kar desarishk-e-chashm-e-muslim me.n hai naisaa.n kaa asar paidaaKHaliilullaah ke dariyaa me.n ho.nge phir guhar paidaakitaab-e-millat-e-baizaa kii phir shiiraaza-bandii haiye shaaKH-e-haashmii karne ko hai phir barg-o-bar paidaarabuud aa.n turk shiiraazii dil-e-tabrez-o-kaabul raasabaa kartii hai buu-e-gul se apnaa ham-safar paidaaagar usmaaniyo.n par koh-e-Gam TuuTaa to kyaa Gam haiki KHuun-e-sad-hazaar-anjum se hotii hai sahar paidaajahaa.nbaanii se hai dushvaar-tar kaar-e-jahaa.n-biiniijigar KHuu.n ho to chashm-e-dil me.n hotii hai nazar paidaahazaaro.n saal nargis apnii be-nuurii pe rotii haiba.Dii mushkil se hotaa hai chaman me.n diida-var paidaanavaa-pairaa ho ai bulbul ki ho tere tarannum sekabuutar ke tan-e-naazuk me.n shaahii.n kaa jigar paidaatire siine me.n hai poshiida raaz-e-zindagii kah demusalmaa.n se hadiis-e-soz-o-saaz-e-zindagii kah deKHudaa-e-lam-yazal kaa dast-e-qudrat tuu zabaa.n tuu haiyaqii.n paidaa kar ai Gaafil ki maGluub-e-gumaa.n tuu haipare hai charKH-e-niilii-faam se manzil musalmaa.n kiisitaare jis kii gard-e-raah ho.n vo kaarvaa.n to haimakaa.n faanii makii.n faanii azal teraa abad teraaKHudaa kaa aaKHirii paiGaam hai tuu jaavedaa.n tuu haiHinaa-band-e-uruus-e-laala hai KHuun-e-jigar teraatirii nisbat baraahiimii hai memaar-e-jahaa.n tuu haitirii fitrat amii.n hai mumkinaat-e-zindagaanii kiijahaa.n ke jauhar-e-muzmar kaa goyaa imtihaa.n to haijahaan-e-aab-o-gil se aalam-e-jaaved kii KHaatirnubuvvat saath jis ko le ga.ii vo armuGaa.n tuu haiye nukta sarguzisht-e-millat-e-baizaa se hai paidaaki aqvaam-e-zamiin-e-asia kaa paasbaa.n tuu haisabaq phir pa.Dh sadaaqat kaa adaalat kaa shujaa.at kaaliyaa jaa.egaa tujh se kaam duniyaa kii imaamat kaayahii maqsuud-e-fitrat hai yahii ramz-e-musalmaaniiuKHuvvat kii jahaa.ngiirii mohabbat kii faraavaaniibutaan-e-ra.ng-o-KHuu.n ko to.D kar millat me.n gum ho jaana tuuraanii rahe baaqii na iiraanii na afGaaniimiyaan-e-shaaKH-saaraa.n sohbat-e-murG-e-chaman kab taktire baazuu me.n hai parvaaz-e-shaahiin-e-qahastaaniigumaa.n-aabaad hastii me.n yaqii.n mard-e-musalmaa.n kaabayaabaa.n kii shab-e-taariik me.n qindiil-e-rohbaaniimiTaayaa qaisar o kisraa ke istibdaad ko jis nevo kyaa thaa zor-e-haidar faqr-e-buu-zar sidq-e-salmaaniihu.e ahraar-e-millat jaada-paimaa kis tajammul setamaashaa.ii shigaaf-e-dar se hai.n sadiyo.n ke zindaaniisabaat-e-zindagii iimaan-e-mohkam se hai duniyaa me.nki almaanii se bhii paa.enda-tar niklaa hai tuuraaniijab is a.ngaara-e-KHaakii me.n hotaa hai yaqii.n paidaato kar letaa hai ye baal-o-par-e-ruuh-ul-amii.n paidaaGulaamii me.n na kaam aatii hai.n shamshiire.n na tadbiire.njo ho zauq-e-yaqii.n paidaa to kaT jaatii hai.n zanjiire.nko.ii andaaza kar saktaa hai us ke zor-e-baazuu kaanigaah-e-mard-e-momin se badal jaatii hai.n taqdiire.nvilaayat paadshaahii ilm-e-ashiyaa kii jahaa.ngiiriiye sab kyaa hai.n faqat ik nukta-e-iimaa.n kii tafsiire.nbaraahiimii nazar paidaa magar mushkil se hotii haihavas chhup chhup ke siino.n me.n banaa letii hai tasviire.ntamiiz-e-bandaa-o-aaqaa fasaad-e-aadmiyat haihazar ai chiira-dastaa.n saKHt hai.n fitrat kii ta.aziire.nhaqiiqat ek hai har shai kii KHaakii ho ki nuurii holahuu KHurshiid kaa Tapke agar zarre kaa dil chiire.nyaqii.n mohkam amal paiham mohabbat faatah-e-aalamjihaad-e-zindagaanii me.n hai.n ye mardo.n kii shamshiire.nche baayad mard raa tab-e-buland mashrab-e-naabedil-e-garme nigaah-e-paak-biine jaan-e-betaabeuqaabii shaan se jhapTe the jo be-baal-o-par niklesitaare shaam ke KHuun-e-shafaq me.n Duub kar niklehu.e madfuun-e-dariyaa zer-e-dariyaa tairne vaaletamaa.nche mauj ke khaate the jo ban kar guhar nikleGubaar-e-rahguzar hai.n kiimiyaa par naaz thaa jin kojabiine.n KHaak par rakhte the jo iksiir-gar niklehamaaraa narm-rau qaasid payaam-e-zindagii laayaaKHabar detii thii.n jin ko bijliyaa.n vo be-KHabar nikleharam rusvaa hu.aa piir-e-haram kii kam-nigaahii sejavaanaan-e-tataarii kis qadar saahab-nazar niklezamii.n se nuuryaan-e-aasmaa.n-parvaaz kahte theye KHaakii zinda-tar paa.enda-tar taabinda-tar niklejahaa.n me.n ahl-e-iimaa.n suurat-e-KHurshiid jiite hai.nidhar Duube udhar nikle udhar Duube idhar nikleyaqii.n afraad kaa sarmaaya-e-taamiir-e-millat haiyahii quvvat hai jo suurat-gar-e-taqdiir-e-millat haituu raaz-e-kun-fakaa.n hai apnii aa.nkho.n par ayaa.n ho jaaKHudii kaa raaz-daa.n ho jaa KHudaa kaa tarjumaa.n ho jaahavas ne kar diyaa hai Tuk.De Tuk.De nau-e-insaa.n kouKHuvvat kaa bayaa.n ho jaa mohabbat kii zabaa.n ho jaaye hindii vo KHuraasaanii ye afGaanii vo tuuraaniituu ai sharminda-e-saahil uchhal kar be-karaa.n ho jaaGubaar-aaluuda-e-ra.ng-o-nasab hai.n baal-o-par teretuu ai murG-e-haram u.Dne se pahle par-fishaa.n ho jaaKHudii me.n Duub jaa Gaafil ye sirr-e-zindagaanii hainikal kar halqa-e-shaam-o-sahar se jaavedaa.n ho jaamasaaf-e-zindagii me.n siirat-e-faulaad paidaa karshabistaan-e-mohabbat me.n hariir o parniyaa.n ho jaaguzar jaa ban ke sail-e-tund-rau koh o bayaabaa.n segulistaa.n raah me.n aa.e to juu-e-naGma-KHvaa.n ho jaatire ilm o mohabbat kii nahii.n hai intihaa ko.iinahii.n hai tujh se ba.Dh kar saaz-e-fitrat me.n navaa ko.iiabhii tak aadmii said-e-zabuun-e-shahryaarii haiqayaamat hai ki insaa.n nau-e-insaa.n kaa shikaarii hainazar ko KHiira kartii hai chamak tahziib-e-haazir kiiye sannaa.ii magar jhuuTe niguu.n kii reza-kaarii haivo hikmat naaz thaa jis par KHirad-mandaan-e-maGrib kohavas ke panja-e-KHuunii.n me.n teG-e-kaar-zaarii haitadabbur kii fusuu.n-kaarii se mohkam ho nahii.n saktaajahaa.n me.n jis tamaddun kii binaa sarmaaya-daarii haiamal se zindagii bantii hai jannat bhii jahannam bhiiye KHaakii apnii fitrat me.n na nuurii hai na naarii haiKHarosh-aamoz bulbul ho girah Gunche kii vaa kar deki tuu is gulsitaa.n ke vaaste baad-e-bahaarii haiphir uTThii asia ke dil se chi.ngaarii mohabbat kiizamii.n jaulaa.n-gah-e-atlas qabaayaan-e-tataarii haibayaa paidaa KHariidaa raast jaan-e-naa-tavaan-e-raapas az muddat guzaar uftaad barmaa kaarvaane raabayaa saaqii navaa-e-murG-zaar az shaaKH-saar aamadbahaar aamad nigaar aamad nigaar aamad qaraar aamadkashiid abr-e-bahaarii KHema andar vaadii o sahraasadaa-e-aabshaaraa.n az faraaz-e-koh-saar aamadsarat gardam toham qaanuun peshii.n saaz dah saaqiiki KHail-e-naGma-pardaazaa.n qataar andar qataar aamadkanaar az zaahidaa.n bar-giir o bebaakaana saaGar-kashpas az muddat azii.n shaaKH-e-kuhan baa.ng-e-hazaar aamadba-mushtaaqaa.n hadiis-e-KHvaajaa-e-badro hunain aavartasarruf-haa-e-pinhaanash ba-chashm-e-aashkaar aamaddigar shaaKH-e-KHaliil az KHuun-e-maa namnaak mii gardadba-baazaar-e-mohabbat naqd-e-maa kaamil ayyaar aamadsar-e-KHaak-e-shahiire barg-haa-e-laala mii paashamki KHuunash baa-nihaal-e-millat-e-maa saazgaar aamadbayaa taa-gul baa-afmaishaaniim o mai dar saaGar andaazemfalak raa saqf ba-shagaafem o tarh-e-diigar andaazem
ye kaisaa ishq hai urdu zabaa.n kaa,mazaa ghultaa hai lafzo.n kaa zabaa.n parki jaise paan me.n mah.ngaa qimaam ghultaa haiye kaisaa ishq hai urdu zabaa.n kaa....nasha aataa hai urdu bolne me.ngilaurii kii tarah hai.n mu.nh lagii sab istelaahe.nlutf detii hai, halaq chhuutii hai urdu to, halaq se jaise mai kaa gho.nT utartaa haiba.Dii aristocracy hai zabaa.n me.nfaqiirii me.n navaabii kaa mazaa detii hai urduagarche ma.anii kam hote hai urdu me.nalfaaz kii ifraat hotii haimagar phir bhii, buland aavaaz pa.Dhiye to bahut hii mo'tabar lagtii hai.n baate.nkahii.n kuchh duur se kaano.n me.n pa.Dtii hai agar urduto lagtaa hai ki din jaa.Do.n ke hai.n khi.Dkii khulii hai, dhuup andar aa rahii haiajab hai ye zabaa.n, urdukabhii kahii.n safar karte agar ko.ii musaafir sher pa.Dh de 'miir', 'Gaalib' kaavo chaahe ajnabii ho, yahii lagtaa hai vo mere vatan kaa haiba.Dii shaa.ista lahje me.n kisii se urdu sun karkyaa nahii.n lagtaa ki ek tahziib kii aavaaz hai, urdu
vaah kyaa javaab haitere zehn kii qasamKHuub intiKHaab haijaagtii hai afsariiqaum mahv-e-KHvaab haiye tiraa vaziir-KHaa.nde rahaa hai jo bayaa.npa.Dh ke un ko har ko.iikah rahaa hai marhabaa
kitnii mohabbato.n se pahlaa sabaq pa.Dhaayaamai.n kuchh na jaantaa thaa sab kuchh mujhe sikhaayaaan-pa.Dh thaa aur jaahil qaabil mujhe banaayaaduniyaa-e-ilm-o-daanish kaa raasta dikhaayaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books